aabgeene

Age: 125
7646 days old here
Total Posts: 2
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye acha hai k aapes k bharm naa totne paayn
kabhi bhi doostoon ko azma kar khuch nahi milta

        aitbaar tu khudd par hi karna chahie lekin ager sirf khudd pay hi kia jay tu dunia main jeena bemaqsed ho jay.aik doosre pay aitbaar karna parta hai ager aap pay loog aitbaar karna choor dain tu kaise jiaan ge aap ?
    woo kahte hain naa k"aitbaar bhi aa hi jay ga sunoo tu sahi sunoo tu sahiiiiiiiiiiiiiiiiiiBaaz loog sari umer wazahtain karte rahte hain aur hamain unn pay aitbaar nahi aata aur baaz loog kuch bhi nahi kahte aur hamain unn pay yaqeen hota hai
Posted 04 Feb 2004

aabgeene

Age: 125
7646 days old here
Total Posts: 2
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aslam o alikum
main aaj pahli dafa iss baat cheet main shamil hoi hoon
sirf aap ka ye q par k "kia muhabet aik baar hi hoti hai"

tu meri naqes si aqel k mutabik tu khushboo ka pegaam jari hi rahta hai.aise hi muhabet bhi hoti hi rahti hai kisi ko aik baar kisi ko baar baar.hum loog bass ana ki khatir loogoon main "azeem"hasti banne ki khater iss baat pay aar jate hain k ji hum ne tu aik baar hi muhabet ki hai halaan k aise nahi hota.
magenta
Posted 04 Feb 2004