arshad5555

Age: 124
6239 days old here
Total Posts: 3
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i just want to share my opinion with u guys.
cinema owners lakhon rupaye laga ke cinmea banaate hain ke kuch paise kamyeen ge. lekin pakistan main koi 4 ya 5 saal main ek film Khuda ke liye ya Majajan banti hai. aur phir hum use le ke bethe rehte hain ke hum ne ek film achi banayi hai. so our inductry is improving. 1 ya 2 films banaane se kabhi bhi koi industry kamyaab nahi hoti.
agar cinema koi kamyaab karna hai to kam se kam 3 ya 4    films har week release honi chahiye wo bhi good movies.
lekin pakistani directors aur producers sirf tv pe behas karne ke ilaawa kuch nahi kar rahe.
so us ka hal yehi hai ke indian movies ko allow karna chahiye taake kam se kam pakistani cinema to bach sake.
achhi filma banaana ya na banaana pakistani film industry ka problem hai. lekin paisa kamaana aur entertainment pakistani awam aur cinema owners ka haq hai.
so realistic ho ke sochna sekhain. jazbaat ki nazar se har cheez ko nahi dekhna chahiye.
Posted 29 Oct 2007

arshad5555

Age: 124
6239 days old here
Total Posts: 3
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hi
Posted 29 Oct 2007

arshad5555

Age: 124
6239 days old here
Total Posts: 3
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i found this music mp3 site for download full songs of ''sachiyan mohabbatan'' in mp3 quality.
kayabolti dot com
hope it will help
Posted 24 Oct 2007