chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
chandni jee where are you busy now a days ....
Posted 18 Jul 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 04 Jul 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan




Chandni Raat Hai Aur Alam-E-Tanhayi
Zindagi Yaad Ke Daman Mein Simat Aayi Hai

Maar Dale Na Kahin Dard-E-Judayi Mujhko
Ab To Aaja Ke Meri Jaan Pe Ban Aayi Hai

Utre Utre Nazar Aate Hai Phoolon Ke Chehre
Tere Jaane Se Gulistan Par Khizan Chhayi Hai

Jisne Barbaad Mohabbat Mein Kiya Tha Kal Tak
Woh Aankhein Aaj Mere Haal Pe Sharmayi Hai

Tere Maykhane Mein Jitni Bhi De De Saaki
Aaj To Maine Bhi Peene Ki Kasam Khayi Hai

Jis Jagah Kuch Nazar Nahi Aata Hai Jalwon Ke Siwa
Zindagi Us Mod Pe Mujhe Le Aayi Hai...

Posted 06 May 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks chandni jee
Posted 04 May 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ser se chadar badan se quba le gai

Zindagi ham faqeeron se kia le gai

Meri muthi main soukhay huway phool hain

Khushboun ko ura ker hawa le gai

Main sumadaer k seenay main chatan tha

Rat ik moj aai, baha ley gai

Ham to kaghiz thay aanso se bheegay huway

Kiun charaghon ki to tak hawa ley gai

Meri shuhrat siasat se mehfooz hai

Yeh tawaif bhi ismat bacha ley gai


Chand ney rat ko mujh ko jaga ker kaha


Ik larki tumhara pata ley gai
Posted 28 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Chandni chand se hoti hai sitaron se nahin

pyar bhi ek se hota hai hazaron se nahin

phir toh bulbul se milo aaj baharon se nahin

yeh nazar tum pe hai abad nazaron pe nahin

chandni chand se hoti hai

Maine tum ko nahin samja tha khatadhar hoon main

jo saaz chahey mujhey de do guneghar hoon mein

ab toh zanjeeron se bandhon mujhey haaron se nahin

badla letey hai magar apne hi pyaaron se nahin

chandni chand se hoti hai


Paas bhi tum ho raaton mein nasha chamke bhi

ho to sakti hai galat baat koi humse bhi

shoukiyah kijiyeh magar pyar ke maarhon se nahin

lab na khool paye toh kahey doongi isharon se nahin

chandni chand se hoti hai sitaron se nahin

Posted 28 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 24 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks Chandi jeee   i am your fan
Posted 24 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kia howa hai jeee

kuch batao bhi .....

kia ghazab howa hai ....
Posted 16 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Chandni raat main..

Chand ke saamne..

Chandni raat main..

Chand ke saamne..

Rukh se..

Parda hatana..

Rukh se..

Parda hatana..

Gazab hogaya..

haye..

Gazab hogaya..

Chandni chup gayee..

Chand sharma gaya..

Chandni chup gayee..

Chand sharma gaya..

Aap ka..

Yunh muskurana..

Aap ka..

Yunh muskurana..

Gazab hogaya..

Gazab hogaya..

Bikhri zulfon talay..

Yunhi soya rahoon..

Khawabon main aapkay..

Yunhi khoya rahoon..

Bikhri zulfon talay..

Yunhi soya rahoon.

Khawabon main aapkay..

Yunhi khoya rahoon..

Le ke haath, haath main..

Baat hi, baat main..

Le ke haath, haath main..

Baat hi, baat main..

Rukh se.. Parda hatana..

Rukh se..

Parda hatana..

Gazab hogaya..

Gazab hogaya..

Mausam bhi hay jawan..

Lamha na hosh main..

Yunhi bethi raho..

Mairi aagoash main..

Mausam bhi hay jawan..

Lamha na hosh main..

Yunhi bethi raho..

Mairi aagoash main..

Wasl ki pyaas main..

Ajnabi chah main..

Wasl ki pyaas main..

Ajnabi chah main..

Aap ka..

Nazdeek aana..

Aap ka..

Nazdeek aana..

Gazab hogaya..

haye..

Gazab hogaya..

Chandni chup gayee..

Chand sharma gaya..

Chandni chup gayee..

Chand sharma gaya..

Aap ka..

Nazdeek aana..

Aap ka..

Nazdeek aana..

Gazab hogayaa..

Gazab hogayaa..

Gazab hogayaa..

Gazab hogayaa..

Gazab hogayaa..

Haan..

Gazab hogayaa..

Posted 13 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
chandni jee lagti hai ab aap tahk gai ho .... i am so impressed from your psots and like each and every one very much. and now also in wait your your cute rep Best Regard   Chaand
Posted 13 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 13 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 11 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~CHANDNI~ said:

chaand said:


Mein hoon tera khayal hai aur chand raat hai
Dil dard se nidhaal hai aur chand raat hai

Aankhon mein chubh gayein teri yadon ki kirchiyan
Kandhon pe gham ki shaal hai aur chand raat hai

Dil tor ke khamosh nazaron ko kiya mila
Shabnam ka ye sawal hai aur chand raat hai

Phir titliyan si urne lagein dasht-e-khuwaab mein
Phir khuwahish-e- wisaal hai aur chand raat hai

Campus ki nehar per hai tere haath haath mein
Mausam bhi lazawal hai aur chaand raat hai

Har aik kali ne orh liya matami libaas
Har phool per malaal hai aur chand raat hai




great welcome to my topic


chandni jee yeh aap ka topic hai. Mujhey to apna bhi lagta hai Q kah is main Chand ka zikar bhi bohat zayada hai.
Posted 10 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 10 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aslam o Alaikum
dear its not my creation just my collection
Posted 09 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Mein hoon tera khayal hai aur chand raat hai
Dil dard se nidhaal hai aur chand raat hai

Aankhon mein chubh gayein teri yadon ki kirchiyan
Kandhon pe gham ki shaal hai aur chand raat hai

Dil tor ke khamosh nazaron ko kiya mila
Shabnam ka ye sawal hai aur chand raat hai

Phir titliyan si urne lagein dasht-e-khuwaab mein
Phir khuwahish-e- wisaal hai aur chand raat hai

Campus ki nehar per hai tere haath haath mein
Mausam bhi lazawal hai aur chaand raat hai

Har aik kali ne orh liya matami libaas
Har phool per malaal hai aur chand raat hai

Posted 08 Apr 2009

chaand

Age: 125
5755 days old here
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
FONT=Courier]notnot
Posted 08 Apr 2009