Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
"Meri qabar thokar say thukra raha hay, pas-e-marg hoti hay barbad matti, teray dil main meri taraf say sitamgar, kadoorat nahi hay tou phir aur kia hay, tery dar pay baygor kab say para hun, nah fikr-e-kafan hay nah saman-e-maatam, uthata nahi koi bhi meri mayyat yeh ghurbat nahi hay tou phir aur kia hay"
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kaash es jhot ko such kar k dikha day koi,mujh ko ous shakhs say ik baar mila day koi,hijar ki thehri hoi rut ko rawaani tou milay,ous kay aanay ki khabar yoonhi ura day koi,apni pahchan bhi ab teray hawalay say karoon,harf-e-mairaj ko mafhoom nia day koi
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Junoon say masoom konsi cheez hay, bata day, wafa k sholon ko sard karna hay aag la day, dil-e-huzeen ko tera yeh paighaam das raha hay, keh mainay tujh ko bhula dia, tu mujhay bhula day'
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
tu meri justajoo kay jungle main ghar say bay aasra nikal aai, tu nay shaakhon say cheen kar jugnoo chob e shafaf per basad hasrat midtaoon mera naam likha hay, hijar kay baykanar sehehra main teray hoonton ki piyas nay aksar, meri khatir sarab dekhay hain,mainay aisay bhi khawab dekhay hain'
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
sahra ki dhope main kahain saya na mila jitna darakht mila sabhi khokhale mila......aye na aje tak peyar ke kharat hamain ham kasa khalose leya der ba der phira
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
yadain teray khalos ke dastan hain aaj be...milnay ke aarzoin tarasti hain aaj be... aankhain hazar sabar ke koshish kay bavjood ruk ruk kay bar bar barasti hain aaj be.
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
YESSSSSSSSSS !!!!!!!! hiz nick was bazigar .... any idea why he left ... and yarr aik Rani bi to hoti ti .. Rani bi to har forum mai Jump mar kay a jatee tee ... she also left ?
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
am i in some PG 13 site ? i mean here In post no 1 is allow to type s3x , f**k words ..... every 1 use these words in daily life ... why not here then ?
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kal Mila Waqt To Zulfain Teri Suljha Doonga......Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main......Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain.....Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main......
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Shaad tha ranj-e-rahguzar main koi,koi manzil pay haath malta raha,bujh gaey thay diey bhi,taaray bhi,ek mera khawab tha keh jalta raha,meri aankhon main aansoon pighalta raha,teri yaadon ka suraj nikalta raha,yeh December keh jis main kari dhoop bhi methi lagay,tum nahi tou December sulagta raha''
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bhool jata hun milnay waalon ko,khud say phirta hun baykhabar kitna,ous nay abaad ki hay tanhai,warna sunsaan tha yeh ghar kitna,kon ab aarzoo karay ous ki,ab dua main bhi hay asar kitna,vo mujhay yaad kar kay sota hay,ous ko lagta hay khud say dar kitna…
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
heheheh Thxs Guy`z .... sanam .. when i used to join before u were also newbie .. and now u r moderator ... I hope u u r enjoying ur new Job ... where is Rani yarr ... she dont join now .. ? and i rem there was a guy jo kay har taraf nazar ata hai ..... i dont rem his name or anything .. but at that time un bahi kay post msg sab say ziyada tay ...
Age: 124
7647 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Shayad yeh tairay Hijr ki raatoN ka faiz tha ..her moaj ko derya ki kinara nahi mila ..kuch is tarah say saath tumhara nahi mila ..Shayad yeh tairay Hijr ki raatoN ka faiz tha ..mujh say jo mil gaya wo dobara nahi mila ..wo kiya gaya k dherkanaiN humraah lay gaya ..seenay mein hum ko dil bhi humara nahi mila ..Her shab kiran ko bhejta hai, dhoondnay ko, chaand ..lakin mujhay wo aas ka taara nahi mila ..