Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Apne usool yun bhi kbhi torne pary, khata uski thi ,hath mujy jorne pary, aya na jb qarar dil-e be qrar ko, yaadon k rukh uski tarf morne pary, usko to meri yaad na i kbhi bhool kr, apne piyare jin k liye chorne pary, woh shakhs khud bra be-usool tha FRAZ, apne usool jis k liye torne pary....!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Woh shakhs kbhi dasht se guzre to usey kehna, ek pal mere ghar mein bhi tehrey usey kehna, Kehna ke samandar k kinaare pe na jaye, kuch log samander se bhi hen gehrey usey kehna, Zarkhaiz zameenen kbhi banjar nahi hotin, darya he badal lete hen rasta usey kehna, Kuch log safar k liye mozon nahi hote, kuch raste kat'tey nahi tanha usey kehna, Is shehr mein sach keh k gunahgar na hona, k basti k sabhi log hen behrey usey kehna...!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Woh humain nazrandaz kr k khud ko b saza deta hy, Kash woh mujhy mera qasoor to bta dy.. thak gaye hun us sy poochty poochty, kuch nahi to stany ka ilzaam hi lga dy, bus or sabr apna nahi azmana chahty, berh k woh hmari aas ka dia he bhuja dy...
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ziker uska meri kahani mein, chaand ka aks jese paani mein, hum to khamosh he rahy , or woh jane kya keh gaye apni rawaani mein, apni @ankhen gawai hen hum ne, apne khwaabon ki paasbani mein, itni mudddat ka saath choota hai, ik choti c badgumaani mein, zikr uska meri kahani mein chaand ka aks jese paani mein,.....!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tum ne baarishon ko mehz baraste dekha hai, mai ne aksar barishon ko kuch kehte suntey dekha hai, Tum dekhte ho barishon ki jal thal her saal, mene barsat ko barhaa palkon pe machalte dekha hai, Kese mangun barstaa saawan apne RABB se?? in @ankhon ne bastion ko saawan mei ujarte dekha hai, Seekh gay hum barishon ko apne undar utarne ka fun, or phir sab ne hamen har pal hr dum hanste dekha hai...!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
In Jheel c gehri A@nkhon me lehraey kanwal q yadon k, Tu beety dino ki qaid me hai,q ye kam nai azadon k, Kis khwab k pechy bhagi tu,kis nagri me barbad hoi, Jo tor gaye hen dil tera,kia nam they un shehzadon k, Be mosam tere agan mei Barsat ka mosam q aya, Tu sath kahan se le aye hai yeh badal sawaan bhadon k, Jo hona tha woh ho bhi chuka,guzry pal ko bhool b ja, Kat jay gy aahon k din,jhat jaey gay badal faryaadon k, Tu roshniyo ki aas liye hr bar samander pr na ja, Apni hi dharti se ubhry gay Ch@nd muradon k, So bar Qateel mohbt se tak'ty hen dar-0-diwaar hamain, Hum se nikhar makano ka,hum pather hein bunyaadon k....!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Meri taqdir se pooch meri qismat ka faisla, Meri muskrahat pe na ja mere dara ko talaash kr, Meri a@nkhon se pooch mere intizar ki inteha, Mere itminan pe na ja mere sabr ko talaash kr, Mere pyar se pooch mere pyar ka alam, Meri soorat pe na ja meri seerat ko TALAASH KR....!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Dasht me pyas bujhatey huey mar jaty hain, Hum parindey kahin jatet huey mar jaty hain, Hum hen sookhey huey talaab pe bethy huey Hans', Jo taaluq ko nibhaty huey mar jaty hain, Un k bhi qatal ka ilzaam hmary sir hai, Jo hamain zeher pilaty huey mar jaty hain, Yeh muhbt ki kahani nahi marti lekin, Log kirdar nibhaty huey mar jaty hain, Hum hain woh toti hoi kashtion waley Bashir', Jo kinaron ko milaty huey mar jaty hain..........!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Zindagi ik khwaab hai Lekin khwaab zindagi nahin.. Zindagi ik saraab hai Lekin saraab zindagi nahin.. Zindagi ik talaab hai Lekin talaab zindagi nahin.. Zindagi ik daldal hai Lekin daldal zindagi nahin.. Zindagi ik mout hai Lekin mout zindagi nahin.....
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~ Life is.. ~ by Mother Teresa Life is an opportunity, benefit from it. Life is beauty, admire it. Life is bliss, taste it. Life is a dream. realize it Life is a challenge, meet it. Life is a duty, complete it. Life is a game, play it. Life is a promise, fulfill it. Life is sorrow, overcome it, Life is a song, sing it. Life is a struggle, accept it Life is a tragedy, confront it. Life is an adventure dare it. Life is luck, make it. Life is too precious do not destroy it. Life is life, fight for it.
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
AOA .... i want to ADD only 1 thing ..plz dont try 2 hate natural things..just like storm or machher etc......i know its topic but feel as a game ..dont think that v realy hate thm bcz ITS NOT GOOD..K HUM KAHEN K HUMEN AANDHI SEY NFRAT HY...ALLAH IS CHEEZ KO PASAND NAHI KARTA .....I HOPE U UNDERSTAND ME.... WELL I HATE LIE.....
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Wohi raat ki khamoshi wohi tanhai, Yeh haawa apny sath kisi ki yaad le ai,, Hum to bethey us ch@nd ko dekh rehy they, Phir na jane kis k liey aankh bhar aai,,.....!
Age: 124
6008 days old here
Total Posts: 77
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ajab bat hy woh mujh se khafa bhi rha, Woh doston se mera haal puchta bhi rha, Ajeeb rang mei ki usne guftugu mujh se,, Labon pe chupp thi nigahon se bolta bhi rhaa....!