Age: 124
8114 days old here
Total Posts: 329
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hi rapu,how r u?im fine ......... v well said rapu HH har ik ko apnay jaisay na samjho ab ap to hoye Love guru ab hum bacho ko kia pata love k baray me apka to roz ka kam hai hamra nahi hai aur waisay ho luv roz roz hona usay luv nahi flirting kehtay hai
Age: 124
8114 days old here
Total Posts: 329
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
heart_hacker said:
asa to kuch nahii waisay wo larki hi kiya jo nakhry na kary bus zara nakhary kertii hai
samreen malik said:
heart_hacker said:
main to bolta rahta hoon phir bi wo nahii sunti
ohhhh acha yani k behri hai
ik to mujhay in lerko ki samjh nahi ati jab larki nekhray keray to khetay hai khe lerkiyan nakhray kerti hai aur jab na keray to khetay hai khe woh lerki he kiya jo nakhray na keray ................ik baat per kaim nahi reh saktay kia?????????????
Age: 124
8114 days old here
Total Posts: 329
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
heart_hacker said:
waisay ager dholna ki jaga HH hota
haan haan kyn nahi HH BHAIYA apki khwaish me zarror puri kero gi.............likin ap to phelay say he har waqat bol rahay hotay hai ap ko khenay ki kia zarrorat hai ???
Age: 124
8114 days old here
Total Posts: 329
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
im fine rapu thanx .....how r u?
aur bitoo G aisay kam he kyn kertay ho khe log apko tang keray ......aur haan phelay kamee thi islia ai ho agar koi prob hai to ..............wht can i do prob apki hai khudi solve kero
Age: 124
8114 days old here
Total Posts: 329
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
me nay chand say mohabbat ki to woh chup gaya me nay sooraj say mohabbat ki to woh doob gaya me nay janwar say mohabbat ki to woh samjh na saka menay insan say mohaabat ki to woh mar gaya akhir mohabbat kiya hai?
aj tak koi bhi mohabbat ko samjh nahi saka...hum jitna is per baat kertay hai utni behas hoti hai....har insan ki alag soch hoti hai us ka pyar izhar kernay ka tarika alag hota hai........kisi k liapyar ka koi matlab nahi ,koi samjhta hai khe sab jhooth aur dhooka hai per zarrori nahi...insan ko kabhi +ive bhi sochna chiyea ....haan me bhi us pyar k khilaf ho jo shadi say phela kiya jaey....i belive pyar kero to ik dafa kero bar bar pyar kabhi bhi nahi ho sakta islia i vil luv dat person 2 whom i vil marry.....dats my belief kisi ko yeh pasand nahi hota sum ppl belive khe luv marriage honi chiyea kher apna apna belief hai......per agar ap pyar nahi kerna chatay to insan ko kisi k sath flirt bhi nahi kerna chhiyea
aur jaha tak parents ya behn bhai ki baat hai un say to pyar hota he hai...