ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
HEY BURGERS WE LOKALS ARE THE BEST N F U THINK THAT U ARE THE BEST COME N JUSTIFY URSELF
Posted 03 Jun 2005

Topic: Hasrat

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mein ne pehley bhi kaha tha her cheez ko samjhney k liye dimagh ki zarorat hoti hai
Posted 03 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
arey bhai khate banjer ker sakein
Posted 03 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanx fair_girl
Posted 03 Jun 2005

Topic: picture

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
us shair ko samjhney k liye dimagh chahye
Posted 03 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
as one moment melts into another i find my self,sinking deeper into ur eyes
Posted 03 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
chalo phir dhond laein hum
usi masoom bachpan ko
jahan sapna sajaya tha
jahan bachpan bitaya tha
jahan pedoon ki chhaon mein
gharodah ek banaya tha
Posted 02 Jun 2005

Topic: Khushi

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aaenoon ki ada na apnao
aaeeney toe khafa bhi hotey hein
dard ki intaha na apnao
dard bey inteha bhi hotey hein
khud shamil na karo logon mein
log bey vafa bhi hoteyh hein
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
or raha muhabbat ka saval toe is sey ziadah muqaddas rishta koi ho nahein sakta get it
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kaha us ney k vaqai
ab voh mujh sey muhabbat kerta hai
kaha mein neus se k vaqai
mein tab tum se muhabbat ker thy
lekin
ab or tab mein itna fasila hai
key
mein ab tak aa nahein sakti
voh tab ko pa nahein sakta
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ALLAH MIAN NE JANAT KEY CHAND PHOOL LEY KER UNKI KHUSHBOO SE EK RISHTA BANAYA JISEY HAM INSAANON NEY DOSTY KA NAAM DIA
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
meri talab key raastoon per
teri khuaahish sisakty phirtyhai
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mayoosian sameat ker sarey jahan ki
jab kuchh na ban saka toe mera dil bana dia
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rook lein ya badhney dein
thaam lein ya girney dein
visal ki lakeeron ko
tood dein ya milney dein
raastoon ki merzi hai
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash us lamhey tum
meri dhundlai ankhoon ko
dekh patey
jis lamhey tum
merey liye
ro rahey they
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jee nahein asa kuchh bhi nahein hai k mujhey toe lagta hai k ap friendship k barey mein kuchh jantey hi nahien or muhabbta mafhoom se na ashna hein
Posted 02 Jun 2005

Topic: Khushi

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rakh ker merey kandhey per hath
zindagi ney zara muskara ker kaha
merey peechhey na bhaag is qadar
na tadap ker ansoo baha
mein tery sath chal rahi hon
tu rafta rafta apni manzil ko ja
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hamari paki heroin specially punjabi n pashto heroins
peada hi is liye hotihein k voh kheat banjer ker sakein
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
voh jisey apney ferda ki fiker thy
voh jo mera vaqaf-e-haal tha
voh jo uski subhaey urooj thy
vohi mera vaqt-e-zaval tha
voh mila toe sadion key baad bhi
merey lab per koi gila na tha
usey meri chup ne rula dia
jisey guftugu mein kamal tha
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lakh zabt-e-khuaahish k
bey shumaar davey hoon
usko bhool janey k
bey panah iradey hoon
or uski muhabbat ko
tark kerk jeeney ka
faisla sunaney ko
kitney lafz sochey hoon
dil ko uski ahaat per
bermala dhadakney se
koon rook sakta hai
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
janey kion log muhabbat kia kertey hein
dil key badley dil dia kertey hein
tanhai milti hai
mehfil nahein milti rahey muhabbat mein
kabhi manzil nahein milti
dil toot jata hai
nakaaam hota hai ulfat mein
logon ka yahi anjaam hoota hai
aahein bher bher k deevaney jia kertey hein
janey kion log muhabbat kertey hein
savan mein ankhon ko
kitna rulati hai
furqat mein jab dil ko
kisi ki yaad aaty hai
ye zindagi yunhi naakam hoti hai
her vaqt hontoon pey
koi feryad hoti hai
na davaon ka naam chalta hai
na duaon sey kam chalta hai
zeher ye phir bhi sabhi
sabhi kion pia kertey hein
janey kion log muhabbat kia keretey hein   
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
           TUM NE KAHA ISHQ TO DHONG HAI
tujhe ishq ho khuda kare
koi tujh ko us sey juda karey
terey hont hansna bhool jayein
teri ankh pur nam raha karey
tu uski batein kia karey
tu uski batein suna karey
usey dekh ker toe ruk parey
voh nazer jhuka ker chala karey
tujhey hijar ko voh jhari lagey
tu milan ki her pal dua karey
terey khuaab bikhrein toot ker
tu kirchi kirchi chuna karey
tu nagar nagar phira karey
tu gali gali sada karey
tujhey ishq ho phir yaqeen ho
isey tasbeehoon per perha karey
mein kahoon key ishq toe dhong hai
tu nahein nahein kaha karey
Posted 02 Jun 2005

Topic: Dard

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mera hamsafer jo ajeeb hai
toe ajeeb ter hoon mein ap bhi
usey manzilon ki khabar nahein \
mujhe raastoon ka pata nahein
daro baam sab ney saja liye
sabhi roshni mein naha liye
meri unglia bhi jhulas gaien
magar ik charagh abhi jala nahein
voh jo dil-o-nazer ka suroor tha
merey pas reh ker bhi door tha
vohi ek gulab umeed ka
meri shakh-e-jaan per khila nahein
ghame zindagi teri raah mein
shab-e-arzoo teri chah mein
jo ujed gaya vo basa nahein
jo bichhad gaya voh mila nahein

(what abt it)
Posted 02 Jun 2005

Topic: Hasrat

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ik ik kerkey sarey lamhey
rukhsat-e-gumnam hoyee
betein baatein betey pal
ab mah-e-tamam hoyee
un bhuli basri yadoon se
ab daman bachayein kia
dil ko ham behlaien kia(by ujala hira)
Posted 02 Jun 2005

Topic: Hasrat

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
zaberdast kia baat hai is shair ki
Posted 02 Jun 2005

Topic: ~ ansoo ~

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
janey kab teri talab
us aansoo ki manind
palkoon per teher gai
jo na toe behta hai
na kuchh kehta hai
or!
na hi chup rehta hai
Posted 02 Jun 2005

Topic: picture

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
is mein cool kia naheinhai zara ye bhi batadein
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jena yahan merna yahan
inkey siva jana kahan
ji chahhe jab ham ko awaz do
hum hein vahein hum they jahan
ye mera geet jeevan sangeet
kal bhi koi duhraye ga
jug ko hansaane roop badal
behropia phir aaye ga
suarg yahein nark yahan
in key siva jana kahan
Posted 02 Jun 2005

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kock buhat hi bura tha
Posted 01 Jun 2005

Topic: picture

ujala hira

Age: 124
7114 days old here
Total Posts: 247
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cool
Posted 01 Jun 2005