Logo

Dil kyun tootta hai?

Dil kyun tootta hai??? chahey wo pyar mein toote ya phir kisi k kuch kehne se?Kyun?

Posted on 8/6/2004 9:35:29 PM

yaar dil bohaat nazuk hota hai na .. isee liay ..

Posted on 8/7/2004 9:23:20 PM

dil hota hi nahin hai tu totay ga kyon...
dil koi cheez nahin hai....
kuch nahin hai....

Posted on 8/7/2004 9:40:41 PM

sunz dil iss liya tootta ha kioonka jab humm kisse par trust karta hain kisse se kuch tawaqa karta hain kisse se kuch mangata hain
aur agar hamara aitmad toot jaye koi hamare tawaqaoot par poora na utra agar koi hum ko han ka jawabn han main na da to

DIL TOOTTTA HA

humain cahjaiya hum kisse se ziada tawaqaat na rakhna thats simplz

Posted on 8/8/2004 4:34:11 PM

isi liy is ko kahin lagana nahi chahiy .....



wesey kahan tota ....shoor to hua nahi ...

Posted on 8/8/2004 7:34:31 PM

hmmm
dil kiyon toota hai...
well..
i don't know naa
kesee kam aqal se poochaiye naa!
lolzz

Posted on 8/8/2004 8:11:19 PM

sana say behter kam akal kon ho sakta hai ..

bata doo na

Posted on 8/8/2004 8:21:45 PM

yr i tell u truth ka dil tootta ha iss liya ka humm kisse sa ziada tawaqat reakhta hain aur jab ya trust tutta ha to dil bhi bassssssss

Posted on 8/9/2004 11:47:48 AM

hmm i guess ur rite rao_buddy

Posted on 8/9/2004 9:49:18 PM

hmmmmmmmm

Posted on 8/10/2004 2:05:04 PM


Posted on 8/11/2004 11:47:28 AM

Sunzzz:
Dil kyun tootta hai??? chahey wo pyar mein toote ya phir kisi k kuch kehne se?Kyun?


chaloo jaldee say bataoo kis nay tora tumhara dil .. ? .. main deekh loon ge usay ..   

Posted on 8/11/2004 6:52:08 PM

waqai mein sahee sahee batao phir chande karao gi usay???

Posted on 8/11/2004 7:22:34 PM

yaar pehlay bataoo tu sahee kaun hai .. baad main deekhoon gi kay us ka kia kerna hai ..

Posted on 8/12/2004 5:52:53 AM

kai main bata doon sunzz f16 ko
are yr bata doooooooooo

Posted on 8/12/2004 12:18:35 PM



dil sheehey sey bhi nazuk hoota hai lekin sab ka dil aisa nahin hoota kuch yahan pathar dil insan bhi hai ager unko is dil ki masoomiyat aur nazuk hooney key barey mein jan jayen tu woh dil ko tootney na dein lekin aaj kal ki duniya mein is dil ki koi ahmiyat nahin samjhi jati ye duniya bohat zalim hai ye is dil ko jura rehney nahin deti bar bar torti hai aur ahista aahista choora choora kerdeti hai


Posted on 8/12/2004 1:04:12 PM

lagta hay attractive ka dil bhi toota hua hay

Posted on 8/12/2004 3:25:39 PM

rao_buddy:
kai main bata doon sunzz f16 ko
are yr bata doooooooooo

aap chahe hain k mein aap se naraz ho jaoon aur aap aik bahn loose karen....

Posted on 8/12/2004 4:03:35 PM

DIL KIUN TOT TA HAI

Posted on 8/13/2004 1:31:47 PM

JB Ka Raja:
DIL KIUN TOT TA HAI

aap itne confused kyun hain????aap ka kabhi bhi dil nahi toota kia?

Posted on 8/13/2004 1:42:35 PM

Sunzzz:
rao_buddy:
kai main bata doon sunzz f16 ko
are yr bata doooooooooo

aap chahe hain k mein aap se naraz ho jaoon aur aap aik bahn loose karen....


tu is ka tu ye matlab hai kay rao buddy ko pata hai aur mujhay nahi .. .. sunzz main nahi bool rahee tum say .. ..

Posted on 8/13/2004 4:59:01 PM

are main to mazaq kar raah tha f16 tum kioon naraz hotte ho sunzz se are mujh kuch nahi patta promise main na to hawa main teer chohra tha sunzz na pakkar lia

Posted on 8/13/2004 5:23:42 PM

acha waqayee ...?? sahee sahee batein .. pehlay kyun kaha tha .. ? aur ab mera dil rakhnay kay liay keh rahay hein ya waqayee kuch nahi pata .. ??

Posted on 8/13/2004 5:26:53 PM

arey yeh kia ho raha hai...f16 mein tu mazaq mazaq mein keh rahee thee aur rao_buddy bhi tum seriously le ja rahee ho

Posted on 8/13/2004 6:33:35 PM

jo bhee hai mujhay nahi pata tum mujhay bata rahee hoo.. BAASH main nay keh dia.... pleeeeeeej ..

Posted on 8/13/2004 7:24:28 PM

ha waqi f16 koi bat nahi hawarna mujh ko tum se jhoot bolna ki kia zaroorat ha bolooooooooo
tension nahi lanna ka
main hoon na

Posted on 8/14/2004 11:03:53 AM

OK... THEEK HAI..

Posted on 8/14/2004 11:07:59 AM

sukar ha rum ko yaqeen ayyaaaaaaaaa

Posted on 8/14/2004 11:33:53 AM