Logo

~ Khushion ka Dais ~

jahan kabhi nafrat key suraj ney kabhi sir nahi uthaya ....jahan kabhi dukhoon ney sir nahi uthaya .... jahan sirf khushi khushi aur bus khushi bastee hai .aarz zameen per yeh ideal place ..kiya kaheen hogi ??

Posted on 1/20/2005 11:53:57 AM

jiss jaga kabhi nafrat sir na uthe koi burai na ho aisi jaga dhoondna kya mushkil hai
hai nahi to bana lo...


ur own heart

Posted on 1/20/2005 12:06:03 PM

haan .. per loogh us ashiyaney ko bhi jala detay hain

Posted on 1/20/2005 12:15:08 PM

jalane do
kam se kam woh jaga aisi to hai na jahan nafrat nahi
self satisfaction aur Allah miyan ko khush karna bhi aik cheez hoti hai

Posted on 1/20/2005 12:22:38 PM

wow .. tumhari soch mein kitnee contradiction hai

Posted on 1/20/2005 12:39:58 PM

contradiction ???


ohhh okie
agar aap ka kehne ka matlab yeh hai k
burai ko burai kehne ka matlab hai k aap nafrat phela rahe ho
aur sahi rasta dikhane pe aap ka dil dukhta hai to
wot can i say

Posted on 1/20/2005 12:55:40 PM

errrrrrrrrrrrrrrrrrr. u gota dual soch

Posted on 1/20/2005 1:01:39 PM

kaise kaise
tell tellll
foran forannn

dual soch

Posted on 1/20/2005 1:23:39 PM

kabhi kehti hain man mooji life guzaro ....kabhi kehti hain ..........

Posted on 1/20/2005 1:31:30 PM

hahahhahaaaa..

hum kissi se kuch nahi kehte
siff confusssse karte hein
hum raste dikhate jate hein
jo marzi choose karo
sanu ki

Posted on 1/20/2005 1:41:11 PM

dhoom dhoom ............ take a trip to heaven

Posted on 1/20/2005 1:50:26 PM

hann jiii have a trip of heaven


aik soooota lagaiye
aur phir
dhooooomm macha le
dhoom macha le dhooooomm
!!!!!!

Posted on 1/20/2005 1:58:22 PM

SALL:
hann jiii have a trip of heaven


aik soooota lagaiye
aur phir
dhooooomm macha le
dhoom macha le dhooooomm
!!!!!!

kis tarah mein tum ko sangeeniye haalat bata doon

Posted on 1/21/2005 10:09:32 PM

kuch na kahoooooooo
kuch bhi na kahooooo
kya kehna hai
kya sunnnaaa haaaiiiiii
mujh ko pataaaa haaiiiiii
tum ko pataaa haaaiiiii


Posted on 1/21/2005 10:14:22 PM

tu phir meray ghum ka kiya hoga

Posted on 1/21/2005 10:18:56 PM

aap apne gham ko aik glass rhuummmm mei gholo
aur p jao

Posted on 1/21/2005 10:21:23 PM

woh tu waise hee haram hai

Posted on 1/22/2005 2:05:57 PM

haae oayyy,,,
haram halal ka bohot pata hai aap ko

zibah kar lena
halal ho jae gi
kehhehehehehheee...
oupsssss..

Posted on 1/22/2005 2:35:21 PM

haan..............ghum ko zibah kar leta hoon

but lemme take a trip to heaven

Posted on 1/22/2005 3:25:17 PM

~Fragi~:
jahan kabhi nafrat key suraj ney kabhi sir nahi uthaya ....jahan kabhi dukhoon ney sir nahi uthaya .... jahan sirf khushi khushi aur bus khushi bastee hai .aarz zameen per yeh ideal place ..kiya kaheen hogi ??


nope koi nahi .. coz khushi usay millte hai jo dosroon ko khush kerna jaanta hoo .. dosroon ki burayioon ko bardasht kerna jaanta hoo .. is zameen main kia rakha hai .. aik temporary se jaga hai .. kuch arsay kay liay na bhee mille khushi tu kia hua .. sooch tu ye hoo kay kia us zameen main khushi mill jaiy ge jahaan hamaisha rehna hai..? kia faida hoo ga is zindagi ka agar idher bhee gham millay aur udher saza.. maza tu taab hai is life ka kay idher bhee satisfaction aur akhir main tu mazay he mazay .. laiken agar idher thora sa gham mill bhee kia tu kia hua .. hamaisha ki khushi kay liay thora sa ghum bardasht nahi ker saktay kia?

Posted on 1/22/2005 3:39:15 PM

well kiya khushi sirf dosroon ko khush kar k hee mil saktee hai ??


kiya dosroon k ghum leker hee hum khushian baant saktey hain


no doubt yeh duniya arzee hai .. per phir bhi .. yahan bhi tu duniya mein khushian required hain

Posted on 1/22/2005 4:05:28 PM

hmm mill saktee hai .. dosroon ko khushi day ker tu dekhein..
khudhee soochein kisi ko khush deekh ker .. hansta deekh ker khushi hoti hai... aur kisi ko roota deekh ker gham hota .. taqleef hoti hai... hai na??

haanji bilkul required hein ..

Posted on 1/22/2005 5:02:32 PM

tu hum duniya mein sirf ghum hee bantey hain .. khushi talash hee nahi kartey .. ager khsuhi miley bhi tu us ko thukra detey hain

Posted on 1/22/2005 5:07:28 PM

aray ye tu nahi kaha kay ab ghum ki talaash main nikl jain ... dosroon ki khushiyoon main bhee shareeq hoon aur doosroon kay ghum main bhee... phir loog bhe app ki khushiyoon aur dhukhoon ka khayal rakhein gay..

Posted on 1/22/2005 5:13:59 PM

aisa bhi kar k dekha ........... per koi ghum mein saath hee nahi deta

Posted on 1/22/2005 5:19:22 PM

dosroon say itnee umeed lagayee gay tu bhee aisa hoo ga ...
zaroori nahi jis say app bhalyee karein wo bhee app kay saath karay ... par majority loog waisay phir khayal rakhtay hein ...

Posted on 1/22/2005 5:22:36 PM

abayyy yarrrrr,,,

sab se important baat
dooosron ko dukh na do,,
na directly na indirectly
tab Allah miyan se apne liye khushi mangte hue sharmindagi bhi nahi hoti..
doosron ko dukh de k apne liye khushi ki dua karna,,, ajeeb sa nahi lagta kya


Posted on 1/22/2005 6:10:07 PM

i agree.......

but ma q is still there ..hum hee kiyoon khushi bantey .....

Posted on 1/22/2005 7:55:24 PM