Logo

introducing some great personalities

salam to all
today i introducing some greatest poets ever in the history of pushto because i belong to NWFP(pakistan)
ager aap ko pushto samajh aati hay to theek hay nahi to phir bhi theek hay
may translation ker doon ga
ok
ji
these poets r
RAHMAN BABA .......AMEER HAMZA........GHANI KHAN
JI MAY YAHAN SHER LIKHON GA PUSHTO KA AUR SAATH TRANSLATION BHI PLZ AGER IF U LIKE TAB BHI BATAIN AND IF U DONT LIKE TAB BHI
OK
LETS START NOW
OK
SALAM
LEAVE UR COMENTS HERE

Posted on 1/29/2005 12:36:28 AM

1ST   SHER IS

     YAO ZINDA CHI DA MURDA PA QABAR TEER SHE
     NO DOMRA BASS DE NASEEHAT PA DE DUNIYA

IN THIS SHER HE SAYS THAT

JAB AIK ZINDA INSAN AIK QABAR PER SAY GUZARTA HAY
TO US K LIYE IS DUNIYA MAY ITNI NASEEHAT KAFI HAY

Posted on 1/29/2005 12:38:39 AM

one more
      AQAL NA BAKH GHWARA RAHMANA
      AQALMAND DA BAKHTAWARO GHULAMAN WE


IN THIS HE SAYS
   K TUM KHUDA SAT AQAL NAHI KUSH NASEEBI MANGO
   KIYON K AQALMAND KUSH NASEEBON K GHULAM HAIN

THATS GREAT SHER

PLZ TEL ME AUR LIKHO K NAHI.AAP KO PASAND AAYA K NAHI

Posted on 1/29/2005 12:42:13 AM

hmmm i think pehlye panjabi mian likha tha tab to samjh nahi lagi ab urdu wala

gud

Posted on 1/29/2005 12:46:09 AM

peley pushto may likha tha yaar

Posted on 1/29/2005 1:00:32 AM

hmmmmmmm but mujhye nahi atti na pashto

Posted on 1/29/2005 1:24:15 AM

ok
ok
koi baat nahi tum translation hi parh lo

Posted on 1/29/2005 1:48:10 AM

mugha pashto nahi aati but yeah translation parhi... It's really great ... main to yeah kahon gi ka aap aur likho but translation ka saath.

Posted on 1/29/2005 5:36:53 AM

ok
ji y not

Posted on 1/29/2005 6:37:12 AM

Arbab ji Your sheyar were gud
Aap ke 1st shair se mujhe ek shayer yad aya
Pesh Kar rahin hoon
Armaan tamaam umar ke is dil mein dafan hain
Hum chalte firte log Mazaron se kam nahi.

Posted on 1/29/2005 3:49:15 PM

nice anjali

Posted on 1/30/2005 1:21:04 AM


Posted on 1/30/2005 1:31:09 AM

another one is
khob khanda pa beghamey kege rahmana
chi pa zara de da yaar gham we sa ba khob sa ba khanda kay

in this sher he says
that
hansi mazaq aur neend tab hote hay jab insan ko koi gham na ho
aur jab dil may mehboob ka gham ho to kita neend aur kiya hansi mazaq
ok
salam

Posted on 1/30/2005 1:44:58 AM

Ye gham bhi hai ki wo humen gham dey kar khush huye
Ye bhi hai khushi ki tumhari khushi huyee.

Posted on 1/31/2005 1:38:44 PM

geetanjali:
Ye gham bhi hai ki wo humen gham dey kar khush huye
Ye bhi hai khushi ki tumhari khushi huyee.

Mujhe Gham bhi unka ajeez hai key unhi ki di hui cheeze hai

Posted on 1/31/2005 2:15:38 PM

nice anjali very nice
thats great

Posted on 2/1/2005 3:41:39 AM

good anjali

Posted on 2/1/2005 3:45:40 AM