Zindagi main
Zindagi main who grd to ati hai
ka door kia kuch nazar nahi ata
Zindagi main who dhoop to atai hai
ka apna saya hi nahi milta
woh dard ka samandar ata hai
Or koi bachana wala nahi milta
eak andhi ati hai
Jo kushiyan la gati hai
eak raha to milti hai
magar koi rasta nahi mailta
Zindagi main who pal to ata hain
Jab koi bhi nahi milta
suna dete jo hal-e-dil apna,
dawa hai unki ankhon me nami na ati,
hota jo itna hi khayal unko mere dard ka,
to aaj hume unki BAwafai(apnapan) na satati!!!!
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Akhri pal tak o bewafaa, tujhe yaad karoonga
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chaloonga