aj kal mumtaz ka nahi ...Alamgir kay lye taj mahal banta hai
TAJ MAHAL
As a Bachelor
takdir hai, magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi milti
As a Lover
takdir hai, magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon,
mumtaz hai magar shadi nahi kerti
As a married one
takdir hai, magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi marti!
Alay Mumzat Mal Bi Dain Ab
aj kal mumtaz ka nahi ...Alamgir kay lye taj mahal banta hai
![]()