Logo

~ CHand mein Daag hai

yeh jantey hain hum laikin raat bhar dekhey bina us ko raha nahi jata

Posted on 3/20/2005 10:55:50 PM

khoobsurat hai woh itna..saha nahin jata




Posted on 3/20/2005 10:57:30 PM

jo mera ho nahi paye ga ... is jahan mein kaheen.. rooh ban ker miloon ga us ko ,, asmaan mein kaheen

Posted on 3/20/2005 11:01:59 PM

ahem ahem ham bi tuch arj talain?

Posted on 3/20/2005 11:05:30 PM

piyar dherti per farishton say kia nahin jata

Posted on 3/20/2005 11:05:39 PM



pyali pyali batein ho lahi hain

Posted on 3/20/2005 11:07:17 PM

haan .. coz hum bhi piyarey hain

Posted on 3/20/2005 11:09:03 PM

khoobsurat hai woh itna..saha nahin jata


Posted on 3/20/2005 11:09:50 PM

~Fragi~:
haan .. coz hum bhi piyarey hain


ton tahta hay

Posted on 3/20/2005 11:11:39 PM

abb itna bhi jhoot sahi nahin hai FRAGI ji

Posted on 3/20/2005 11:11:51 PM

jia

Posted on 3/20/2005 11:12:48 PM

abb kiya kia hum nay

Posted on 3/20/2005 11:14:27 PM

is mein jhoot kahan

Posted on 3/20/2005 11:15:05 PM

sach bhi nahin hai

Posted on 3/20/2005 11:17:01 PM

jhooot aab hum sey kaha nahi jata

Posted on 3/27/2005 12:33:55 PM

to sach bool loo

Posted on 3/27/2005 1:11:38 PM

shahrukh khan:
kash jab baat ko samjho gey tu tab jhoot nahi lagega


baat samjhnay say sach or jhoot nahin banti
baat jo hai woh hai
samjhnay say kia fark parta hai!
ek baat kuch ko sach lagti hai kuch ko jhoot!
soch per hai sab

Posted on 3/27/2005 3:34:51 PM

un nigahoon main muhabbat nahin tu kaho aur kiya hai
par woh mujh say ya kah raha woh kisi aur ka hai

Posted on 3/27/2005 6:36:47 PM

aisa aab nahi ho sakta

Posted on 3/27/2005 11:46:38 PM

koyooo
~Fragi~:
aisa aab nahi ho sakta

Posted on 3/28/2005 2:22:06 PM

chand mei dog hai
yeh kab hua

Posted on 3/29/2005 2:14:18 PM

~Fragi~:
yeh jantey hain hum laikin raat bhar dekhey bina us ko raha nahi jata



Aap sotay kub hain

Posted on 3/29/2005 2:42:03 PM

~Mysteriousgal~:
un nigahoon main muhabbat nahin tu kaho aur kiya hai
par woh mujh say ya kah raha woh kisi aur ka hai


~Fragi~:
aisa aab nahi ho sakta



sach awwww i luv u sooo much....

Posted on 3/29/2005 3:38:39 PM

humare Flag main bhe chand hai .. tuh kia baba-e-azam nai dagh wala watan pasand kia hai....

koi baat nehin ....Sirf Excel hai na

Posted on 3/29/2005 3:52:55 PM

yaar mujhe lagta hya tum chand kay aahsiq ho

Posted on 3/29/2005 3:57:59 PM

TeenTracker:
yaar mujhe lagta hya tum chand kay aahsiq ho



kon bhaiya.... ap kiya fragi ki baat kar rahay ho?

awwwww fragi awwww jabu baby kahan ho... weekend kab aay ga....

Posted on 3/29/2005 3:59:09 PM

CHAAAAND!!!....he toh sub kuch hai ....chand par agar chicken pox bhe ho tub bhe manzoor ;)

Posted on 3/29/2005 4:01:04 PM

nahin main zaid ki baat kar raha hoon main bhi bahut miss kar raha hoon un dono ko Fragi sahab bare aadmee hain kabhi kabhi aate hain Jan B bhi oonchi party hain

Posted on 3/29/2005 4:08:54 PM

main toh nunna munna rahee hoo....aap yahan kai barey bulkai bohot he barey loug hain........kia koi mare baat bhe kar sakta hai ....

seems very intrusting

Posted on 3/29/2005 4:15:19 PM

haan chand lover


tum un logon main se ho jo raat bhar chand ko dekh kar rote hain hi _____

Posted on 3/29/2005 4:19:11 PM

haan yaar i am a chand lover lakin roota nehin hoon is ke birghtness sai inspiration leta hoon

Posted on 3/29/2005 4:26:03 PM