Logo

Yad-e-Mazi

bachpan k din
          
                                      jub main chota tha
             purani batein

ayain kuch share kerty hain jub hum choty thay..

wo ammi ki dant abbu ka piyar
woo abbu ki dant ammi ka piyar

humari shararty
humari mar
ayain ajj kuch share kerty hain

Posted on 5/2/2005 4:31:30 PM

mery chacha and baki bahiii cricket khail rahy thay.. main chota tha is leay side per bayta howa tha kay achanak ball ayii aur mera nak
us kay baad main doc kay pass bahii and chacha ka kuch pata nahiiii wo kahan gy raat ko wapas ay and kaha kay kia howa ali kooo ammi nain kaha app sub ko nahii pata,masoom ban ker hum to bazer gy howay thay

Posted on 5/2/2005 4:34:49 PM

hum ger waly akser darya per jaty thay...
aik bad hum wahan gy main adn meriii cousin pani kay kenary khail rahy thay.main nain cusion ko kaha kay ayooo pani main ja ker dakhty hain kia hota haii ander merii cusion nain inkar ker diya and mujy gussa aya and main nain us ko pani main dakka day diya..shuker haii bahii pass thay nahii to ajj wo Allah kay pass hoti khair sahii ammi abbu say dant pariii.
us kay baad cousin nain khailnain say inkar nahii kia

Posted on 5/2/2005 4:38:15 PM

dara dia bechari ko


Posted on 5/2/2005 4:45:52 PM

man layti to na darata na

Posted on 5/2/2005 4:52:51 PM


Posted on 5/3/2005 12:54:06 PM

heart__hacker:
mery chacha and baki bahiii cricket khail rahy thay.. main chota tha is leay side per bayta howa tha kay achanak ball ayii aur mera nak
us kay baad main doc kay pass bahii and chacha ka kuch pata nahiiii wo kahan gy raat ko wapas ay and kaha kay kia howa ali kooo ammi nain kaha app sub ko nahii pata,masoom ban ker hum to bazer gy howay thay


acha hua app k saath

Posted on 5/3/2005 1:29:19 PM

HH bhaiya itnay zalim


main nahin thailti aap tay chaath






hamala bachpan to abhi chal laha hay

balhi ho tal bataon di


Posted on 5/3/2005 7:25:52 PM

kash asa to hota haii na bachpan main

chotiii khail kon raha haii
yay to app ki yaad ko taza kernain kay leay banaya gia haii
larkiyo ka kabi bachpan nahii jata
kaal na ayii

Posted on 5/3/2005 8:09:12 PM

haan na nahin data tabhi bi

share talun di tuch but yad to aey


Posted on 5/3/2005 8:11:26 PM

main yaad dilaon

Posted on 5/3/2005 8:21:07 PM

chubahhhhhhhhhhh

nahin naa

Posted on 5/3/2005 8:24:42 PM

kiyooooooon yyyyyy

Posted on 5/3/2005 8:27:02 PM

tussi apni gal talo

Posted on 5/3/2005 8:28:00 PM

meri gal k saat tumari bi gal hay na kuriye

Posted on 5/3/2005 8:29:39 PM

woh to hay

Posted on 5/3/2005 8:32:20 PM


pata haii app dono sis kii baatain nahii khatam hoon gii kabi bii
nahii sunna na sunain app ki marzi per haii

Posted on 5/5/2005 5:30:55 PM