Logo

Hasrat

Uski hasrat hai jis-se dil se mita na sakon
Dhundne us ko challa hoon jis-se paa na sakon

Posted on 5/30/2005 6:42:20 PM

wah wah...manshallah

Posted on 5/31/2005 6:54:04 AM


Posted on 5/31/2005 11:18:30 PM

gud

Posted on 6/1/2005 3:15:44 AM

VerY niCe
LoVe YOUr POeMs MaN

Posted on 6/1/2005 5:42:24 AM

dil ke hasrat dil mae rah gye

Posted on 6/2/2005 4:22:55 AM

zaberdast kia baat hai is shair ki

Posted on 6/2/2005 3:59:02 PM

ik ik kerkey sarey lamhey
rukhsat-e-gumnam hoyee
betein baatein betey pal
ab mah-e-tamam hoyee
un bhuli basri yadoon se
ab daman bachayein kia
dil ko ham behlaien kia(by ujala hira)

Posted on 6/2/2005 4:03:35 PM

ujala hira:
zaberdast kia baat hai is shair ki


mujhay bhi batana yaar zara...kiya baat hae?

Posted on 6/3/2005 3:05:52 AM

mein ne pehley bhi kaha tha her cheez ko samjhney k liye dimagh ki zarorat hoti hai

Posted on 6/3/2005 3:12:06 PM

ujala hira:
mein ne pehley bhi kaha tha her cheez ko samjhney k liye dimagh ki zarorat hoti hai




isi liye ap ko jaldi baat samjh nahi atii

Posted on 6/3/2005 4:05:39 PM

bey kaar khayalon se lipat ker nahein dekha
jo kuchh bhi hoa hum ney palat ker nahein dekha
is dar se key kat jayein na beenai key reshey
ankhoon ney tery raah sey hat ker nahein dekha

Posted on 6/3/2005 10:48:19 PM

ujala hira:
mein ne pehley bhi kaha tha her cheez ko samjhney k liye dimagh ki zarorat hoti hai


yaar mae ne bhi kaha thaa k mere pas nahi hae...so tum samajh ke mujhay bata to na k kiya baat ho rahi hae

Posted on 6/4/2005 4:54:10 AM

mein ny ek topic freedom of speech mein lokal v/s burgers post kia hai ap sab usko discuss karein

Posted on 6/4/2005 3:04:36 PM

very nice waheend sahib and hira

Posted on 6/5/2005 6:40:49 AM