Logo

~JB sings ~

for Me




o meri shaah e khuban
o meri jaan e janana
tum mere paas hote ho
koi doosra nahi hotaaaaa







sab gande mujhe aur jb ko akela chor jaate hein

Posted on 8/25/2005 9:52:06 AM

so sad na
to app sub online hoty hain to app online how akarain na
wasay me alone 2 this time no mem online

Posted on 8/25/2005 12:20:20 PM

hamary saath bhi aksar yehi hota hai
worry not



Posted on 8/25/2005 1:45:02 PM

acha

Posted on 8/25/2005 1:55:39 PM

acha nahin
buri baat hai yeh

Posted on 8/25/2005 2:12:48 PM

koyii baat nahii hota rahta haii

Posted on 8/25/2005 2:40:56 PM

han jeee

Posted on 8/25/2005 2:51:32 PM

is ka yehi rona hay

Posted on 8/26/2005 12:08:11 AM

dekhhaaaaaaaaaaa,,
ab phir koi nahi hai

Posted on 8/26/2005 12:14:37 AM

akele hum,, akele tum
jo hum tum sang hein to phir kyaa gham



baki sab se baat nahi karein ge

Posted on 8/26/2005 9:15:28 AM

kis ka hai yeh tum ko intezaar
main hoon na

Posted on 8/26/2005 1:59:20 PM

mujhe ek motoo ka intizar hay

Posted on 8/26/2005 2:50:34 PM

hw hi TT tum hamari bhabhi ko motiiiii keh rahay ho

kitni buri baat hai

Posted on 8/27/2005 3:22:01 PM


~ mººñ_£îght ~:
hamary saath bhi aksar yehi hota hai
worry not






Sorry but i dont think so ke aap ke saath hota hai.....



got it?????





   





kidding not mazaq uraaing!




Posted on 8/27/2005 10:48:14 PM

jhoottiii queennnuuuuuu
pooora week gayab thi aap






dabba ki wife mottoooo haiii
oay oayyyy

Posted on 8/27/2005 11:25:34 PM



jab chaaae
mera jadduuu
koi iiiii,, bacha na paaaa e
haeyyyyy


Posted on 8/27/2005 11:27:19 PM

SupidGuy:
Sorry but i dont think so ke aap ke saath hota hai.....



got it?????





   





kidding not mazaq uraaing!





samjh he nahin aaya SG ji
explain plz



n i knw..u r kiddin
hum mein mazak bardasht karnay ki himmat hai!..dnt worry!
hum bohat dheet hein..kisi baat ka asar nahin hota

Posted on 8/28/2005 12:49:02 AM




~ mººñ_£îght ~:
samjh he nahin aaya SG ji
explain plz


koi baat nahi i know aap ko kaun si baat nahi samujh aati hai
...but its ok...mujhe tu samujh aa gya naa..
aap ne samjhaa mein ne samjhaa ek barabar hai na


~ mººñ_£îght ~:

n i knw..u r kiddin
hum mein mazak bardasht karnay ki himmat hai!..dnt worry!
hum bohat dheet hein..kisi baat ka asar nahin hota


yeah ek new Bimari hai. aaj kal Jawaanoon mai kaafi paai jati hai.
Get Ilaj bhei nahi tu..............
btw kisi kisi baat ko mind kar lena chahiye.....like u said Laugh is necessary for Health same as




yeah tu thaa Bhaashan!
for more Scroll Down.........






















mein naa mein naa Majaq kal laha taa....






Posted on 8/28/2005 1:11:46 AM

ap majak kal lahay thjay..hum awein hi main seriously lay bethay

isey kehtey hian ...


















.......








beech main tang aranna

Posted on 8/28/2005 1:25:55 AM

wafa ji

Posted on 8/28/2005 1:28:52 AM

me singin' 4 wafa

yeh teray dil wich ki ayya

yeh rog liya kiss kaaran



Posted on 8/28/2005 1:30:28 AM

SupidGuy:

koi baat nahi i know aap ko kaun si baat nahi samujh aati hai
...but its ok...mujhe tu samujh aa gya naa..
aap ne samjhaa mein ne samjhaa ek barabar hai na


brabar nahin hai
kahan hum!!
kahan app


waisay kahan tu nahin
hum tou yehi hein



SupidGuy:

yeah ek new Bimari hai. aaj kal Jawaanoon mai kaafi paai jati hai.
Get Ilaj bhei nahi tu..............
btw kisi kisi baat ko mind kar lena chahiye.....like u said Laugh is necessary for Health same as




yeah tu thaa Bhaashan!
for more Scroll Down........

mein naa mein naa Majaq kal laha taa....




bura mana-nay ka tame nahin hota na SG ji
woh hum zara chocos khanay mein buzi hotay hein na



majaq
hum say

mama ko bataon gi k..app majaq bhi fly kartay hein












Posted on 8/28/2005 1:31:53 AM

WAFA:
me singin' 4 wafa

yeh teray dil wich ki ayya

yeh rog liya kiss kaaran




yeh kis ko itna dant kar pooch rahi hein

Posted on 8/28/2005 1:32:28 AM

wafa ko dant rahi hun

Posted on 8/28/2005 1:34:09 AM

WAFA:


beech main tang aranna


Ji aap ki tareef????




Posted on 8/28/2005 1:38:13 AM

wafa ji ko app nay jantay

Posted on 8/28/2005 1:39:14 AM

tareef us khuda ki jiss nay WAFA ko banaya

hum apnay mu say apni tareef nahin kertey

Posted on 8/28/2005 1:39:56 AM

WAFA:
wafa ko dant rahi hun


khud ko app kaisay dant sakti hein

Posted on 8/28/2005 1:40:34 AM

~ mººñ_£îght ~:
WAFA:
wafa ko dant rahi hun


khud ko app kaisay dant sakti hein


khud ko kiun nahin dant saktay


jub apnay kiye hui kissi kam per gussa ye tu khud ko dantay hain na..self assesment

Posted on 8/28/2005 1:44:13 AM

~ mººñ_£îght ~:


brabar nahin hai
kahan hum!!
kahan app



acha....
waqai KAHAN MEIN
aur kahan aap?

:

waisay kahan tu nahin
hum tou yehi hein



oic


:


bura mana-nay ka tame nahin hota na SG ji
woh hum zara chocos khanay mein buzi hotay hein na


Time hota nahi hai nikaalna parhta hai...
jaise Jb ke liye nikala jata hai...

:

majaq
hum say

i think so

:

mama ko bataon gi k..app majaq bhi fly kartay hein














Mama ko Bataye Shauq se Rite now! but after result kuch achay nahi hoon gein.. details are as under....

Situation:-
its arround 12 O'clock there i think. everybody sleeping...

Kash:-
Mama Mama Wake Up

Mama:-
Yes! My child???

Kash:-
Mama there is a member @ Jb Messing up with Me....

Mama:-
You @ Kash...........u just Woke me Up for this issue...futhermore....


Kash:-
Thought aaindha Mama ko nahi Bataoon gi...












achi story wrote naa?????
















Enjoy!















Posted on 8/28/2005 1:51:02 AM

time hum nahin nikaltay na!
khud nikal aata hai



hamari mama nahin!
app ki mama ko shikayat lagein gay na



ji nahin..story achi nahin hai
or app ki ummer stories suna-nay ki hai
hamay nahin pata tha

Posted on 8/28/2005 2:13:44 AM

Copyright © 2025 Janubaba.com. All rights reserved.