insaan bohat jaldi sab kuch bhool jata hai na
hmmmm dekhain g, ye Insaan ki NATURE hey
aor isi NATURE ki waja se INSAAN AAZMAISH main hey, k ye duniya Humaray liye aik EXAMINATION CENTER hey,
jahan hum ne wo e karna hey jo ALLAH TA'ALA ne kaha hey.
aisa e hota hey aksar , k hum ghalti dohraatay hain, aor ye bay-waqoofi ki nishani hey,
Aqalmund log kabhi ghalti nai dohratay...
Aisa hee hai ..
insaan bohat jaldi bhool jata hai
hai tu woh eik khata ka putla
yeh natural hay lekin mafee mangne wale ko itna strong hona chahye kay woh doobara wohi galtee na kare
one more thing k
baaz loog sirf halat ki munasibat say bas us waqt tauba phir wohi sab kuch thats a very bad thing