hi freinds:
aj kul jo china ki bikes aae hain na to kaam hi hain kaaj ki............ or dushman hain paison ki.....
china na bhi rejected maal bheja hai ....... ap ka kia khayal hai
allah hafiz
Khayalaat Ka Kiya Hai...
Kahien Se Bhi Shuru Ho Sakte Hain..
Koi Bhi Shuru Ker Sakta Hai...
Main Motor Bikes K Baare Main Kuch Nahin
Jaanta Issi Liye Apni Raye De Ker Kiya
Maza Kharaab Kerna ..
U Enjoy With Yer Stuff Bruv .. [:)]
hi freinds:
aj kul jo china ki bikes aae hain na to kaam hi hain kaaj ki............ or dushman hain paison ki.....
china na bhi rejected maal bheja hai ....... ap ka kia khayal hai
allah hafiz
Maal china nay naheen beaja Pakistaniyhoon nay mangwaya hai! china mein tu bikes bahout zabardast milti hain! jab sasti cheez khareedna chahoo tu phir aisi hi milay gi na?