Logo

- daktaaarrrrrr -

aa jao ab wapis
saaare shehr ki shadiyan bhugta k aao ge kya


Posted on 12/22/2005 2:57:08 PM

wapis hum kab k a gaye Sall jee...

wo to buss sardi ne pakard liya hey...

Log kehtay hain k HUM bohat pyaray lag rahay thay ...

ab pata nahi sardi lagi hey ya Nazar ...

Posted on 12/22/2005 5:53:10 PM

awwwwwww daktarrrr
idher bhi yehi haal hai
sunday raat wapis aae hein to gala thora dukhna start hua hai

aur ab 3 raton se soya bhi nahi ja raha
inni tabiyat kharab hai
chalo dono mil k gham ghalat karein
cough sirop peete hein,, chup chup k

Posted on 12/22/2005 6:04:15 PM

ahhhhhhhhhh gazab khuda ka
nazar?????????????

wah sall dear bara zor hai tumhari awaz main aik hi post aur dr sb hazir

in ka koi baal shaal to nahin jalaya tha

Posted on 12/22/2005 6:05:09 PM

galay shaly main dard ho to meri khidmaat say istafada fermayee


aaye aap ka gala daba doon

Posted on 12/22/2005 6:07:25 PM

daktar to jangoo hein yarr
baal kaise jala'ain



woh to hamara pyaar khench laya inhein

Posted on 12/22/2005 6:19:32 PM

oookkkkkkk

Posted on 12/22/2005 7:54:18 PM

SALL:
awwwwwww daktarrrr
idher bhi yehi haal hai
sunday raat wapis aae hein to gala thora dukhna start hua hai

aur ab 3 raton se soya bhi nahi ja raha
inni tabiyat kharab hai
chalo dono mil k gham ghalat karein
cough sirop peete hein,, chup chup k


aaaye haaaye..
medicines zehr lagti hain... jab khud leni pardain...


Posted on 12/23/2005 6:27:02 PM

QUEEN VICTORIA:
ahhhhhhhhhh gazab khuda ka
nazar?????????????

wah sall dear bara zor hai tumhari awaz main aik hi post aur dr sb hazir

in ka koi baal shaal to nahin jalaya tha



SALL..

YE log kesi baatain ker rahay hain,, koi in ki khabar lay, humain to fursat nahi,

Posted on 12/23/2005 6:28:40 PM

SALL:
daktar to jangoo hein yarr
baal kaise jala'ain



woh to hamara pyaar khench laya inhein


haan na...




ye jangooo kya hota hey..?

Posted on 12/23/2005 6:30:31 PM

Doctor Sam:
SALL:
daktar to jangoo hein yarr
baal kaise jala'ain



woh to hamara pyaar khench laya inhein


haan na...




ye jangooo kya hota hey..?



jangoo jin kay sar par bal nahi hottay...



Posted on 12/23/2005 6:33:59 PM

achha to hum ab "log" ho gaye

Posted on 12/23/2005 6:35:08 PM

Queen of jb:
Doctor Sam:
SALL:
daktar to jangoo hein yarr
baal kaise jala'ain



woh to hamara pyaar khench laya inhein


haan na...




ye jangooo kya hota hey..?



jangoo jin kay sar par bal nahi hottay...





lekin mere sir per pooray 4 baal hain... main to jangoo nahi hoon...




Posted on 12/23/2005 6:39:46 PM

QUEEN VICTORIA:
achha to hum ab "log" ho gaye


to kya aap log nahi hain...?


Posted on 12/23/2005 6:41:25 PM


poooooooore 4 baal
aap bhi na daktar hi ho bass

Posted on 12/25/2005 2:22:01 AM

to hum ne kab kaha k hum SALL hain..

hum doctor e hain... aor isi main khush hain...

pooray 4 baalon k sath..

Posted on 12/25/2005 2:24:33 PM

itnay balon ka kya kerain gay dr sb

kamzor ho jain gay aap in ko sanmbhaal sanmbhaal kay

Posted on 12/26/2005 5:32:43 PM

nahi nahi...

ye baal mera asaasa hain, in k siwa meri zindagi main rakha kya hey...


Posted on 12/26/2005 5:35:11 PM

dil ko teri hi tamana
dil ko hay tugh say hi pyar
chahe too aae na aae ham kareen ge tera intazar

ese weerane mein ek din ghut k mar gaeen ge ham
jitna gee chaho pukaro phir nahe aaein ge ham




Posted on 12/26/2005 6:41:05 PM


Posted on 12/26/2005 6:43:44 PM



ye kya ho gya, Muslim bhai... itna dardnaak gana kion..

aor raja saheb, aap kis ko itnay ghussay say dekh rahay hain...

ooh shayad muslim bhai ne aapka neno tame kharab kar diya..


Posted on 12/27/2005 12:20:15 PM

yeh musalman itna pareshan kyun hai



daktaaarrrrrr
ab kaisi tabiyat hai
hamara bheja hua halwa kaisa laga

Posted on 12/27/2005 7:35:56 PM

meetha kuch kam tha
dr sb soup main namak ziada to nahin tha na

Posted on 12/27/2005 7:44:34 PM

ufffffffffffffff

Kurdiyo .... Kuch Khof-e-KHUDA karo...
kon sa halwa
kahan ka soup..

mujhe beemar samajh k mere sath mazaq kar rahi ho dono...


Posted on 12/28/2005 12:36:37 PM

kha pee kay ab mukrain to na dr sb

Posted on 12/28/2005 1:19:11 PM

tobah tobah...

naya saal aanay wala hey..

kurdiyo jhoot na bolo...


Posted on 12/28/2005 1:21:59 PM

daktar woh asal mei hum ne abhi check kiya hamara 2005 ka jhoot bolne ka quota pora nahi hua tha

Posted on 12/28/2005 3:02:40 PM

ab itnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa bardaaaaaa jhoot bolnay k baad 2006 ka bhi kota poora ho gya hoga yaqeenaan...





Posted on 12/28/2005 7:44:48 PM

tauba taubbaaa
abhi kahan

hum to itnaaaaaaaa kam kam jhoot bolte hein
k humein khud pe farishta hone ka gumaan hota hai



zyada to nahi ho gaya

Posted on 12/28/2005 10:19:09 PM

sall waqyee ziada ho gaya hai

Posted on 12/29/2005 5:45:50 PM

nahi nahi abhi kahan...

abhi to shuroo'aat hain shayad Sall ....


Posted on 12/29/2005 7:44:01 PM