Kyon Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata, Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata... : Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rahti Hai Nigahein, Kya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata... : Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein, Jo Dur Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata... : Main Apni Hi Uljhi Hui Raho Ka Tamasha, Jate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata
log thak haar ker sojate hain lekin janaan... hum ne khush ho ker tera dard saha shaam ke baad... shaam se pehle talak laakh salaye rakhein... jaag uthti hai mubahhat ki anaa shaam ke baad