koi acha sa song bataya jaye mujhe...![]()
chand sifarish
khudi kaha hai k meray pass itna time nahi k bar bar suno.ab haan ap kis kam me busy hotay hai yeh nahi pata mujhay.
waisay koi baat nahi zayada tar lerko ka taste bura he hota hai.
huhhhhhhhhhhhhh is say zayada ap soch bhi kia saktay thay.........same old jokearey kuch to naya khe diya kero har dafa gisay piti lines kyn repeat kertay hai Sall bhaiya g
![]()
ye kya hai