Logo

ghazal

kisi ki ankh say sapnay chura kay kuch nahin milta
manderon say churaghon ko bhuja kay kuch nahin milta
koi aik adh sapna ho to phir acha bhi lagta hai
hazaroon khuwab ankhoon main saja kay kuch nahin milta
sakoon unko nahin milta kabhi pardes ja kay
jnihay apnay watan say dil laga kay kuch nahin milta
yeh acha hai kay apis kay bharam na totnay payeen
kabhi apnay dostoon ko azma kay kuch nahin milta
mughay askar sataroon say he awaz at hai
kisi kay hijar main nendayn gunwan kay kuch nahin milta
jighar ho jaye ga chalni yeh ankhayn khoon ho jayengi
wasi befez loghoon say nibha kar kuch nahin milta
                                                                        (WASI SHA)

Posted on 10/1/2006 1:27:15 AM



kiya baat hia jawad sahib

Posted on 10/1/2006 1:33:17 AM

shukria shukria

Posted on 10/1/2006 1:43:21 AM

koi baat nai janab

Posted on 10/1/2006 2:01:49 AM

apnay deyia respon humain yeh hamari qismat hai
humto kuch bhi nahin yeh to apki mohbbat hai

Posted on 10/1/2006 2:08:12 AM

koi aik adh sapna ho to phir acha bhi lagta hai
hazaroon khuwab ankhoon main saja kay kuch nahin milta   



mughay askar sataroon say he awaz at hai
kisi kay hijar main nendayn gunwan kay kuch nahin milta





sun lo yeh awaaz, magar iss per yaqeen nahin kerna

Posted on 10/2/2006 12:07:21 AM

EXCELLENT POETRY BY WASI SHAH

Posted on 10/2/2006 6:11:38 AM

true

Posted on 10/2/2006 5:47:19 PM


Posted on 10/9/2006 3:55:21 AM

thk

Posted on 10/9/2006 4:14:51 PM