Wallpapers
Aircrafts
All Categories
Animals
Bollywood
Cars
Cartoons
Couples
Digital Art
Funny
Games
Hollywood
Kids
Landscapes
Lollywood
Misc
Models
Movies
Personals
Poetic
Ships
Special
Sports
Wallpapers
Gallery
Bollywood
Hollywood
International
Lollywood
Sports
Forum
Introductions
Freedom of Speech
Religion
Songs and Lyrics Talk
Professions / Education
Poetry Cafe (URDU)
Sentiments
Rendezvous (aka Request, service center, Help Desk)
Teen Talk
Idiotic Topics (Trash Bin)
Poetry Cafe (English)
JB SOCIAL CLUB
Love and Romance
Serious Corner
Road Trips / OffRoad / Vacations
Sports Talk
Bollywood
Trash Bin
ForeignWood
Cool/ Classic/ Amazing/ Artistic Pictures
Gaming Zone
Funny Phix!/JOKES/Topics Box
Lollywood
JB IT Solutions
Advertisment
Login / Signup
Home
Poetry Cafe (URDU)
Yado Se Rabta
Reply
Yado Se Rabta
smooker302
Yadon Se Rabta
Phool guldaan main saja rakhna
Un ke yaadon se rabta rakhna
Zindagi husn ka tabassum hai
Lab tabassum se ashna rakhna
Dham na ghut jaye band kamre main
Kuch hawa ka bhi rasta rakhna
Khamoshi ho tho khouf aata hai
Guftugu ka bhi silsila rakhna
Roshni ke talab rahe na rahe
Ghar main lekin ek diya jala rakhna
Posted on 12/20/2006 3:34:20 AM
smooker302
Dard O Sooz May Gumm Ek Kalam Likha Raat ke Baad
Khoon Ke Sang Jazboon Ko Likha, Raat Ke Baad.
Gumm Hain Aansoon May Dilkash Kaeen Rukhsaar
IN Ko Khushyoon Ney Dekha, Raat Ke Baad.
Purnoor Mera Daman,Mulaqat Ke Baad,
Ke Ham Na Rahey Ham,Teri Us Raat Ke Baad.
Ey Haseen Raat Gum Hain Teri Zaat May Soo Gham Merey
Khash Aye Na Koi Subh-e-Rawaan, Iss Raat Ke Baad.
Kisko Chahat Diyoon Ki,Rukh-e-Mahtab Ke Baad,
Bhot Yaad Kiya Unko Hamney,Us Raat Ke Baad.
Meri Hasti Hi Meri Zaat Ka Abb Mehwaar Hai
SMOOKER302,
Iss Ko Uojaloon May Dhoond, Raat Ke Baad.
Teri Hasti Meri Hasti Ko Bayan Karti Hai,
Ab Dil Ho Bhaley Gumsum,Dhadkan Ho Rawaan Raat Ke Baad.
May Hoon Shaier Mera Andaz-e-Sukhan Or Sa Hai
Gar Mera Dard Jo Dekhoo To Aao Nagar, Raat ke Baad.
Posted on 12/20/2006 3:38:22 AM
smooker302
Hum ne pyaar main paaya to kyaa paya
Kabhi khud ro diye kabhi Tum ko Rulaya
Halat-e-ghum main beh gaya jho aansoon
Who Zindagi main phir kabhi na behne paya
Saza mujhe mili aur jaza unhain bi
Aisa bhi kya insaaf me hai sir jhukaya
Himmat nahee thi us main Saath mere dene ki
Ab tak na jaane vo kaise chal paya
Posted on 12/20/2006 4:16:20 AM
Rehan M Din
Boht Khob.
Posted on 12/20/2006 9:51:10 AM
Reply
1