Logo

Jaanaan,,,,mein sang sang terey

Jaanaan
mein sang sang terey
chalna chahta hoon
khud ko mein ab
badalna chahta hoon
gar hoo sakey too tum
mera saath deyna
haathoon mein merey
haath deyna
tanha chaltey chaltey
khud sey bhee ajnabii
hoo giya hoon mein
kabhi yahaan kabhii wahaan'
bheer mein iss jahaan kii
khoo giya hoon mein
gar chahoo too tum mujhey
manzill merii
dikaa deyna
naa hoo sakey yeh tum sey
too naam apna merey dill sey
mitta deyna
hoslaa dill koo mein koii
dilla naheyn saktaa
laakh chahoon bhee jaanaan
mein ab tumheyn
bhulla naheyn saktaa,,,,,,,,,,,,,.





Merii ik taaza baa taaza,,,,,,kisi kii nazar

Posted on 2/27/2007 9:04:52 PM

thats nice

Posted on 2/27/2007 9:16:31 PM

QUEEN VICTORIA:
thats nice

buss inni sii tareef itnii mehnat sey too likhii hey
khush raheyey parhneyn ka mamnoon hoon

Posted on 2/27/2007 9:24:56 PM

main nay bhi ye do lafz bari mehnat say likhay hain jee apnay nihayat qeemti waqt main say waqt nikaal kay
aur poori parh kay hi tareef ki hai


waisay aap ka aqasoor nahin shairon ka dil tareef say kabhi nahin bhara karta
i can understand

Posted on 2/27/2007 9:32:44 PM

QUEEN VICTORIA:
main nay bhi ye do lafz bari mehnat say likhay hain jee apnay nihayat qeemti waqt main say waqt nikaal kay
aur poori parh kay hi tareef ki hai


waisay aap ka aqasoor nahin shairon ka dil tareef say kabhi nahin bhara karta
i can understand

yaani yeh 2 lufz bhee mehnat talab they saarii mehnat raaigaan gaeii mein samjha merey reply mein aap khub taareyfeen kareyn gii per aap ko apney qeemtii waqt ka khyaal hey

Posted on 2/27/2007 9:42:43 PM

lay dus
inni gehrai main na jain SAGAR jee
kahin doob hi na jain

Posted on 2/27/2007 9:57:56 PM

QUEEN VICTORIA:
lay dus
inni gehrai main na jain SAGAR jee
kahin doob hi na jain

gahraii mein jaa kar hii too kuch likha jaata hey
warna too lufz hii khoo jaatey heyn dhoondhey sey bhee naheyn miltey

Posted on 2/27/2007 10:06:50 PM


Posted on 2/28/2007 12:36:16 AM

nice one keep it up

Posted on 2/28/2007 1:12:42 AM

g work

Posted on 2/28/2007 5:07:04 AM


Boht Khooob... Zabardast...


Posted on 2/28/2007 8:33:59 AM

Yaani ab aap apni shakhsiyat ki infiradiyat ko framosh ker kay uss kay rang mainn rangnay ko tayyar hainn ....yeh kuchh haar jaanay waali kefiyat nahin ??

Posted on 2/28/2007 10:07:51 AM

Darkness:

BOHUT SHUKRYA

Posted on 2/28/2007 8:42:09 PM

sun_shine:
nice one keep it up

BOHUT SHUKRYA

Posted on 2/28/2007 8:43:07 PM

~tasha~:
g work

BOHUT SHUKRYAA

Posted on 2/28/2007 8:43:38 PM

Rehan M Din:

Boht Khooob... Zabardast...


BOHUT SHUKRYAA

Posted on 2/28/2007 8:44:06 PM

new_beau:
Yaani ab aap apni shakhsiyat ki infiradiyat ko framosh ker kay uss kay rang mainn rangnay ko tayyar hainn ....yeh kuchh haar jaanay waali kefiyat nahin ??

MUKHTALIF KEYFIAAT HOOTII HEYN BHAII MIYAAN KABHII SHOOLA KABHII SHABNAM ISSI UTAAR CHARHAAOO KAA NAAM ZINDAGII HEY,,,,,,AUR MUHABBAT TOO JAZBA HII DILL PAZEER AUR DILL GUDAAZ HEY KEY ISS MEIN HAAR KEYSII JEET KEYSII,,,,PARHA AAP NEYN AUR ITNII GAHRAII SEY PARHA KHUSHII HOEII,,,,,BOHUT KHUSH RAHEYEY

Posted on 2/28/2007 8:48:26 PM

SAGAR KHAN:
Rehan M Din:

Boht Khooob... Zabardast...


BOHUT SHUKRYAA



Phir kya jawab mila?


Posted on 3/1/2007 9:24:24 AM

Rehan M Din:
SAGAR KHAN:
Rehan M Din:

Boht Khooob... Zabardast...


BOHUT SHUKRYAA



Phir kya jawab mila?


taahaal muntazir hoon jawaab naheyn milaa

Posted on 3/1/2007 9:47:30 PM

KING OF JB:
ahan good

khush raheyey sadda

Posted on 3/1/2007 9:48:20 PM

KING OF JB:
ya takiya kalam hain apka

yeh dua hey naa bhaii achii lagtii hey yeh duaa chahta hoon har koii khush rahey sadda khush rahey,,,,dukh itneyn heyn key her koii khushi hii dhoondhta hey too issi leyey sab ko yahi duaa deyta hoon

Posted on 3/3/2007 11:07:04 PM

KING OF JB:
dukh k baad ager ek chooti see khushi mill jaey saray dukh bhag jatay hain

sach kaha 100%

Posted on 3/6/2007 8:10:08 PM


Posted on 3/6/2007 8:11:55 PM

London_Girl:

thanx

Posted on 3/15/2007 1:37:23 PM