Logo

kisi nazaar ko tera intezaar ajj bhi hai

kisi nazaar ko tera intezaar ajj bhi hai
kahan ho tum ke yeh dil bekarar ajj bhi hai

woh wadiyan woh fazaeen ke hum mile thai jahan
meri wafa ka wahin per mazaar ajj bhi hai

najaane dhekh ke kjun unko yeh hua ehsaas
ke mere dil pe unhain ikhtiyar ajj bhi hai

woh pyaar jiske liye hum ne choor di dunya
wafa ki rah main ghayal woh pyaar ajj bhi hai

yakeen nahin hai mager ajj bhi yeh lagta hai
meri talaah main shayed bahaar ajj bhi hai

na pooch kitne mohabbet ke zakham khaye hain
ke jinko soch ke dil saugwar ajj bhi hai

woh pyaar jiske liye hum ne choor di dunya
wafa ki rah main ghayal woh pyaar ajj bhi hai

kisi nazaar ko tera intezaar ajj bhi hai
kahan ho tum ke yeh dil bekarar ajj bhi hai

zindagi ka koi nisar kare
kisse dunya main koi pyaar kare
appna sayaa bhi appna dushman hai
kaun abb kiska eitbaar kare

Posted on 3/2/2007 10:48:49 PM

nice

Posted on 3/3/2007 12:13:08 PM

songs main bhi poetry hoti hai paa jeee


nice work kiran

Posted on 3/4/2007 8:38:41 PM

gud

Posted on 3/4/2007 9:49:33 PM


Posted on 3/5/2007 6:29:07 AM


Posted on 3/5/2007 3:25:28 PM

it's nice

Posted on 3/5/2007 8:13:46 PM

nice !

Posted on 3/6/2007 1:51:16 AM