Logo

mumkin he na tha dard ko mayar pay rakta

mumkin he na tha dard ko mayar pay rakta
shehrag ko teray roop ki talwar pa rakta
jal jata teray hussan ki tabish se patanga
khuwaboon mein bhe gar lab taray rakhsar pe rakta
hota mein fasokar tu ay nazish konen
aik phool bana k tujhay dastar pe rakta
malik mein tari gardeshay ayam mein jar tha
kuch haq tu maray waqt ki raftar pe rakta

Posted on 3/23/2007 12:09:19 AM

nice

Posted on 3/23/2007 9:33:07 PM


Posted on 3/24/2007 8:29:47 AM


Posted on 3/24/2007 9:19:39 AM

thanks

Posted on 3/24/2007 9:39:51 AM