Logo

# in Aug #

yarrr

august mei Pak mei bohhhhoooooot garmi hoti hai kya

Posted on 5/12/2007 11:53:15 AM


aaaho...
peak season of summer


Posted on 5/12/2007 12:01:59 PM

peak season to June July mei hota hai



temperature kitna hoga august mei
ISB mei ??

Posted on 5/12/2007 12:04:18 PM


agar aaj kal ka temperature dekha jae to us waqt 42+ ho ga... approx


Posted on 5/12/2007 12:11:49 PM

kya ap phir nazil hone ka irada rakhti hain?

Posted on 5/12/2007 12:24:30 PM

42+
naahhhiiiiiiiiiiiiiiiii



areyyyy,, jab marzi nazil hu me
aaaaap k ghar thori nazil ho rahi huuu

Posted on 5/12/2007 12:34:05 PM


aaj kal bhee approx yehi chal raha hai.. aur abhi june 19 days away hai


Posted on 5/12/2007 12:36:05 PM

ager ap nazil hui aur mere ghar na nazil hui to phir dekh lena

Posted on 5/12/2007 12:37:49 PM

yaaarrrrrrrrrrr
banda ghar mei band ho k reh jata hai garmi ki waja se
upppper se i cant stand AC and pankhaaaaaa
uffffffffffff




nahi nahi nikammma miyan
aise nahi,, proper invitation bhejo pehle

Posted on 5/12/2007 12:45:40 PM

itna bhi mat phelo ab

Posted on 5/12/2007 12:49:48 PM

isse phelna kehte hein kya

mehmaan rehmat hote hein samjjjhhhhhe
aur hum to chapppar phaar k rehmat hein
bin bulaae


hadd hai
2 logon ka khana bhari parta hai nikammon pe

Posted on 5/12/2007 12:55:45 PM


lo...
yeh to pehlay hee phail ker kupppa hwi hain...
aur phailain gee to kursi mai phans jaen gee..


Posted on 5/12/2007 12:56:49 PM

Ashii:
isse phelna kehte hein kya

mehmaan rehmat hote hein samjjjhhhhhe
aur hum to chapppar phaar k rehmat hein
bin bulaae


hadd hai
2 logon ka khana bhari parta hai nikammon pe


Nikammay jo howay...

Hamary haan aaa jaen..
At SPECIAL INVITATION...


Posted on 5/12/2007 12:58:24 PM

Ashii:
isse phelna kehte hein kya

mehmaan rehmat hote hein samjjjhhhhhe
aur hum to chapppar phaar k rehmat hein
bin bulaae


hadd hai
2 logon ka khana bhari parta hai nikammon pe

hum pindi/isb walon per garmion main kafi rehmat hoti he ALLAH ki,sab garmi k maare jana murree hota he aur tashrif hamare ghareeb khane per
khana kya mushkil he bari imaam ki daigain zinda bad

Posted on 5/12/2007 1:00:38 PM

heran
agar pareshan nahi hona to apne alfaaz wapis lein
jo mujhe mota kahay uss ki shadi bhens se ho

ab karo mazay






hahahahhaaaaa... langar pe hum ne aik dafa khaya thaaaaaaa
itna maza aata hai


waise mehmano ko samjh kyun nahi aati k pindi/isb mei bhi khooob garmi parti hai,, apne apne ghar pe tika karein na

Posted on 5/12/2007 1:04:25 PM

nahin asal main pindi/isb her thandi jaga pohanchne k liay spring box hain,yahan log stay over k liay aate hain aur phir jab tak dhakke na do jaate nahin.
mere aik dost k ghar garmion ki chution main do do families multan se aa jati hain,aunti bechari subah parathe paka paka ker behaal ho jati hain

Posted on 5/12/2007 1:09:12 PM

auntie se kaho parathon mei thori thori bhang mila dein
phir behal hone ki bari mehmano ki hogi





sofffiiiiiiiiiiiiiiiiiii
everyone cant afford ACs,,,, baki log bhi to bager ac k rehte hi hein na, y cant we??
waise bhi ac mei meri tabiyat ajeeb si ho jati hai,, gari mei sahi hai bass

Posted on 5/13/2007 6:50:56 PM