Logo

ILLEGAL RECOVER OF MONEY


Posted on 7/16/2007 11:47:37 PM

agree yar yeh pak ka boht bara masla hai boht kam loog hi saza patay hein or karachi ka hal to boht hi bora hai jab qanon bananay walay hi khud sab kuch karatay hein to insaaf kon dayga?sab jantay hein karachi mein altaf husain ki ijazat kay beghair pata bhi nahin hilta or wohi sab kuch karata hai usko kon hath dalayga musharif tu ko to khud uski boht zarorat hai.

Posted on 7/16/2007 11:54:56 PM