hmmm.. good one![]()
oo.. sorry.. i mean![]()
very nice ine![]()
![]()
![]()
zakham tu dil ke geherye hain
per meri zuban per pehrye hain
ankhye meri hain woh koozye
jis main samunder tehrye hain
ratyen meri kali hain
per khuwab merye sunehrye hain
I KNOW
ye jo haseenao ke baal hote h
larkon ko fasane ke jaal hote h
bahut khoon piti h ye jaalim
tabhi to inke honth itne lal hote h
![]()
Dil-e-bekhabar! Tujhe kya pata!
Kahan dar khula hai umeed ka
Tujhe kya khabar k kahan hai gham
. . . . . . .
Dil-e-ajnabi! Teri zindagi
Faqat aik pal ki khushi sahi
Magar is khushi ka kisay yaqee'n?
Yeh kabhi kahin to kabhi kahin
Dil-e-khushgumaa'n! yeh teray yaqee'n
Teray waastay faqat aafree'n
. . . . . . .
Teray paas gohar-e-mehr hai
Yeh khazana aur kahin nahin!!