Logo

Adhuri Baat

hum apnee baatoon ko adhoora kiyoon chor detey hain
apney khaawboon ko adhoora kiyoon rehney detey hain
apney wadoon ko adhoora kiyoon chor detey hain

akhir kiyoon??

kiya baat ko mukamal karna
kiya khawab ko pura karna
kiya wadey ko pura karna

Zaroori nahi ??

Duniya matlabi kiyoon
Duniya ghud garz kiyoon
Duniya mein sacha piyar napaid kiyoon


koi meray sawaoloon ko jawab dega ???

Posted on 8/2/2007 9:27:49 AM

plz plz change urself n plz "Grow up " mery bahi asi baatian woh karty hain jo Ehassay kamtri mai mubtala hooon ..... apnay ap ko best banaoo phir asii baatian nahi karo gi duniya asii he hai aur rahiyah gi n wot sacha jhoota piyar reallt tumhara topic read karnay k baad dil kar raha hai k apna laptop ko zor say zameen pay maaron n ager tumhari thran aur bhi koi asa sochta hain yahan us ko bhi chiyah k apnay ap mai confidance layay phir uss ko iss kisam ki shkiyat nahi hoo gi 18 century wali baatin aub buss karo mery bahi

n be practical

Gee-Z

Posted on 8/2/2007 2:05:35 PM

aasman se patkhaaaa

aap apni baton ko adhoora na choro
aap apne khabon ko adhora na choro
aap apne wadon ko adhora na choro

bass na choro

baat ko mukamal karo
khaab ko poora karo
waade ko poora karo

yeh zaroori hai

aap dunya ki tarha matlabi na ho
aap dunya ki tarha khud garz na ho
aap dunya mei sacha pyaar paida karo

hum ne aap k sawalon ka jawab de diya


ab koi hum ko aik tv inaam mei dega

Posted on 8/2/2007 11:06:12 PM

oooooooooooo
yeh to hamara tv hai,, in blackkk

chorrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr

Posted on 8/2/2007 11:15:58 PM

Gee-Z:
plz plz change urself n plz "Grow up " mery bahi asi baatian woh karty hain jo Ehassay kamtri mai mubtala hooon ..... apnay ap ko best banaoo phir asii baatian nahi karo gi duniya asii he hai aur rahiyah gi n wot sacha jhoota piyar reallt tumhara topic read karnay k baad dil kar raha hai k apna laptop ko zor say zameen pay maaron n ager tumhari thran aur bhi koi asa sochta hain yahan us ko bhi chiyah k apnay ap mai confidance layay phir uss ko iss kisam ki shkiyat nahi hoo gi 18 century wali baatin aub buss karo mery bahi

n be practical

Gee-Z

Gee-Z yaar mujhe lagta hay kay tum kafee had tak mere jaisay ho

Posted on 8/3/2007 2:12:39 AM

Duniya matlabi kiyoon
Duniya ghud garz kiyoon
Duniya mein sacha piyar napaid kiyoon


koi meray sawaoloon ko jawab dega ???










kabhi milna tumharay maslay ka hal nikalain gay.

Posted on 9/6/2007 6:52:24 PM

§Awan§:
hum apnee baatoon ko adhoora kiyoon chor detey hain
apney khaawboon ko adhoora kiyoon rehney detey hain
apney wadoon ko adhoora kiyoon chor detey hain

akhir kiyoon??

kiya baat ko mukamal karna
kiya khawab ko pura karna
kiya wadey ko pura karna

Zaroori nahi ??

Duniya matlabi kiyoon
Duniya ghud garz kiyoon
Duniya mein sacha piyar napaid kiyoon


koi meray sawaoloon ko jawab dega ???


seems like someone broke ur heart recently ..

stop expecting frm people and u won;t get hurt!

Posted on 9/7/2007 3:35:15 PM

Asman se Tapki:
Duniya matlabi kiyoon
Duniya ghud garz kiyoon
Duniya mein sacha piyar napaid kiyoon


koi meray sawaoloon ko jawab dega ???
isse kehte hein KHUD KALAMI











kabhi milna tumharay maslay ka hal nikalain gay.

Posted on 9/7/2007 3:49:31 PM

isko masla kehtay hain ashii g.
quote ho ni ra tha to hum nay copy paste kar dia .

Posted on 9/9/2007 2:32:37 PM

yeh kaam kab sey start kar diya

Posted on 9/9/2007 2:58:05 PM

konsa kaam?
ap kay maslay hal karnay ka?

Posted on 9/9/2007 3:01:12 PM

woh tu kab ka kar diya

Posted on 9/9/2007 3:03:11 PM

jab masla hal ho gaya hai to aisay ultay sawal kyun pooch rahay hain   

Posted on 9/9/2007 3:05:51 PM