Logo

Sochtay hain

Larkharanay kay Baad Sochtay Hain
zakham Khanay kay Baad Sochtay Hain

Hay khasara tamam sood-o-zian
kuch na paanay kay baad sochtay hain

dil kay darya main doobnay walay
doob janay kay baad sochtay hain

neend tooty kay khuwab toota hay
jaag janay kay baad sochtay hain

ahl-e-dil kub hain ahl-e-zar hain wo
jo lutanay kay baad sochtay hain

kion teri anjuman say laut aaye
laut aanay kay baad sochtay hain

tujh say kehnay ki baat aksar hum
tairay janay kay baad sochtay hain


Nida Faazli

Posted on 10/17/2007 3:28:54 PM

nice one

Posted on 10/17/2007 3:53:47 PM

thanks.

nice avatar

Posted on 10/17/2007 4:30:12 PM


Posted on 10/17/2007 7:57:31 PM



niceee

Posted on 10/18/2007 4:45:51 PM

Mr Twisty:
thanks.

nice avatar


thx

Posted on 10/18/2007 4:46:31 PM







Posted on 10/18/2007 4:49:37 PM


Posted on 10/20/2007 3:53:33 PM

Mr Twisty:
Larkharanay kay Baad Sochtay Hain
zakham Khanay kay Baad Sochtay Hain

Hay khasara tamam sood-o-zian
kuch na paanay kay baad sochtay hain

dil kay darya main doobnay walay
doob janay kay baad sochtay hain

neend tooty kay khuwab toota hay
jaag janay kay baad sochtay hain

ahl-e-dil kub hain ahl-e-zar hain wo
jo lutanay kay baad sochtay hain

kion teri anjuman say laut aaye
laut aanay kay baad sochtay hain

tujh say kehnay ki baat aksar hum
tairay janay kay baad sochtay hain


Nida Faazli



Posted on 10/20/2007 8:30:38 PM