CLICK HERE
ab ke baras sawan main roo ker dil ke zakham chupayen gayen 

dil main jalye hain jo angarye shaid woh bujh jayen gayen 
shayd woh bujh jayen gayen 
ab ke baras sawan main roo ker dil ke zakham chupayen gayen 
ab ke baras sawan main roo ker dil ke zakham chupayen gayen 
ab ke baras barish ki bondyen dil per chot lagayen gi 
ab ke baras pani main dil ke arman sab beh jayen gayen 
arman sab beh jayen gayen 
ab ke baras har katra khoon hijar ki sargam cherye ga 
ab ke baras sawan ke katrye sur birha ke gayen gyaen
sur birha ke gayen gayen
ab ke baras sawan main roo ker dil ke zakham chupayen gayen 
ab ke baras sahil pe sawan ka jab mela aye ga 
ab ke bara melye main tanha bolo kesye jayen gaen 
tanha kesye jayen gayen
ab ke baras jab sab ayen gayen salgirha ka cake liey 
ab ke baras ik tum nahi hon gayen hum ansoo barsaye gayen 
hum ansoo barsayen gayen 
ab ke baras sawan main roo ker dil ke zakham chupayen gayen 
ab ke baras koi na hoga chatri le ker sath merye 
ab ke baras bheegye kadmon se wapis ghar a jayen gayen 
wapis ghar ajayen gayen 
ab ke baras sawan hi ya rab na aye tu acha hia 
ab ke baras sawan main warna dil ki rakh bahayen gyaen 
dil ki rakh bahayen gayen 
ab ke baras sawan main ro ker dil ke zakham chupayen gayen 
ab ke baras sawan main roo ker dil ke zakham chupayen gayen 
dil main jalye hain jo angarye shaid woh bujh jayen gayen 
shaid woh bujh jayen gayen 
ab ke baras sawan main ro ker dil ke zakham chupayen gayen 
dil ke zakham chupayen gayen