Aasera:
sunshine
fragi
Ashi
abhi to sirf 3 logon nay hissa lainay ka bola hay
teams bananay kay liyay kaafi log honay chahiyain.
aur jis jisko hissa laina hay clear kar kay likhay.
aur agar kam log hi hoay to teams banay bina hi main quiz start kar dongi.
AND KAB START HO GA?
yah to teams banti hain ya nahin bantien, kitnay log shamil hotay hain yah pata chal janay kay baad hi bata sakti hon main, coz abhi to mainay questions hi nahin banaey.
Aur agar ziada logon nay hissa lainay ka bola to tab bi JAN kay mid or end main hi start ho ga competition.
hmmm Qv,rules kay against to main kuch kar nahin sakti but m scared kay
wahan topic hoa to chit chat ki nazar bi ho sakta hay.
kiya aisa ho sakta hay kay topic serious corner main bi nazar ata rahay and wahan bi?
^Update kia to tha, yah post ki thi pichlay page par
anyways, topic unsticky kar dain, ab bina teams banay
main topic banaongi, BUT
JAN KAY END MAIN, coz abi mairay paas ziada questions nahin hain aur main abhi sick bi hon,
mujhe kuch search karni hay, phir questions bananay hain kafi saray.
to jab questions tayar ho jaengey to main ASHI , FRAGI BRO and SUNSHINE ko pm kar dongi
And agar koi aur bi shamil hona chahay to ab bi yahan post kar day, ya mujhe pm kar day,coz
questions ka answer dainay ka haq sirf unko hoga jo pahlay say batay ga
Oki ab TAta