Logo

wat is????

MUHABBAT and DRAMA BAZI???
muhabat may drama bazi kesi hoti ha???


koi kis base pe keh sakta hai k agla bnda sincere hai ya drama bazi kar ra ha??

Posted on 2/4/2008 4:52:42 PM

It depends on the situation, if he's sincere in his devotion then he'll come across as a gentle being.

And if he's a psycho He'd rip his shirt, scream profanities at the world & do God knows what!!



Posted on 2/4/2008 4:56:34 PM

mje ye bat ni smjh aa ri k kis base per koi kisi ki sincerity ko drama bazi ka naam de deta ha

Posted on 2/4/2008 5:10:52 PM

Yahe keh yeh janab, kai agar woh insaan sache dil sai mohaabat kartah hai aur araam sai aur pyaar sai izhaar karta hai toh uss mae koi drama bazi nahi hai. Agar woh uska pyaar na izhaar karti toh woh admee samaj kaar peecha hatt jahtah hai.

Haan usse dukh toh hota hai zaorror liken shayad kuch aur bhi hosakta hai.
Kabhi kabhi wajahh majburi sah hosakti hai yah iss waja sai kai usse koi diljaspi nahi hai iss baat peh.

Aur rahi baat drama bazi ki, kabhi naa kabhi kisi doosray ki waja sei drama baaz shuru hojata hai, jaise koi bahara wala chai keh kisi ki zindagi mae bas pareshani hi rahe.

Agar woh insaan apnay dil ki baat bhi kardah aur usse barf jaise saluk milay uski baat kai leeyeh toh waha bhi drama bazi hosakta hai, kyunki kisi koh apnay dil ki baat koh batana koi asaan kaam hi nahi aur shayaed uss rejection ki waja sae uska dukh itna hi ho kia wohi drama bazi kare.

Joh lokk pagalpan mae drama bazi karteh unkeh saar kaah ilaaj hi karna chaiyeh.

I hope that's enough for you to understand.

Posted on 2/4/2008 5:50:11 PM


firstly define love ? cz mostly hum loog emotional honay ko bhi love etc sumaj laytay hain ,
n jahan piyar hoo wahan asii baatoon k yaqeen nahi karwaya jata k am sincer or flirting etc aur ya bhi sharat nahi k jis ko hum love karian woh bhi kary ok...love is a beautiful thing am nt talking abt filmi love .

so if u love someone tou us ko feel karwaoo k am sincer ager woh phir bhi na manay tou its ok ... cz love mai give n take nai hota

Posted on 2/4/2008 6:54:04 PM

mohabat may drama bazi nai hoti

Posted on 2/4/2008 10:44:55 PM

aur agar koi drama bazi hay
to woh mohabat to nai howi na

Posted on 2/4/2008 10:46:10 PM

sincere love may drama bazi ka sawall he nai peda hota
agar hay to wo love nai

Posted on 2/4/2008 10:47:13 PM

yaar tumne to mujhko bhi soch mein daldiya...

Posted on 2/5/2008 1:51:52 AM

to Gee-Z ka dusra naam Devdas hai na

Posted on 2/5/2008 6:12:01 AM

muhabbat and drama baazi?
i think drama baazi mohabbat main nahi hoti
bahana baazi hoti hogi per drama bazi nahi

Posted on 2/5/2008 9:45:32 AM

i think

jab aap kissi ko kehtey ho k aap ko us sey mohabat hai aur bina waja us ko chor jatey ho aur jab jee chata hai wapis aa jatey ho


tu i think yeh drama bazi he hoti hia

Posted on 2/5/2008 10:54:44 AM

YAS:
to Gee-Z ka dusra naam Devdas hai na



control yaar lol

nahi nahi CHUNI BABO am nt devdas lol

Posted on 2/5/2008 3:04:02 PM

shahrukh khan:
Gee-Z:

firstly define love ? cz mostly hum loog emotional honay ko bhi love etc sumaj laytay hain ,
n jahan piyar hoo wahan asii baatoon k yaqeen nahi karwaya jata k am sincer or flirting etc aur ya bhi sharat nahi k jis ko hum love karian woh bhi kary ok...love is a beautiful thing am nt talking abt filmi love .

so if u love someone tou us ko feel karwaoo k am sincer ager woh phir bhi na manay tou its ok ... cz love mai give n take nai hota


look who is talking


tou kar muj pay attack koi khyal nahi bary bahi ki respect k   

Posted on 2/5/2008 3:05:03 PM

MISS SCORPIO:
Yahe keh yeh janab, kai agar woh insaan sache dil sai mohaabat kartah hai aur araam sai aur pyaar sai izhaar karta hai toh uss mae koi drama bazi nahi hai. Agar woh uska pyaar na izhaar karti toh woh admee samaj kaar peecha hatt jahtah hai.

Haan usse dukh toh hota hai zaorror liken shayad kuch aur bhi hosakta hai.
Kabhi kabhi wajahh majburi sah hosakti hai yah iss waja sai kai usse koi diljaspi nahi hai iss baat peh.

Aur rahi baat drama bazi ki, kabhi naa kabhi kisi doosray ki waja sei drama baaz shuru hojata hai, jaise koi bahara wala chai keh kisi ki zindagi mae bas pareshani hi rahe.

Agar woh insaan apnay dil ki baat bhi kardah aur usse barf jaise saluk milay uski baat kai leeyeh toh waha bhi drama bazi hosakta hai, kyunki kisi koh apnay dil ki baat koh batana koi asaan kaam hi nahi aur shayaed uss rejection ki waja sae uska dukh itna hi ho kia wohi drama bazi kare.

Joh lokk pagalpan mae drama bazi karteh unkeh saar kaah ilaaj hi karna chaiyeh.

I hope that's enough for you to understand.



mujhe ap tay lecture shay tuch b shamajh ni aya

Posted on 2/5/2008 5:32:04 PM

YAS:
yaar tumne to mujhko bhi soch mein daldiya...



chalo ji ap b soch e lo





pehli dafa

Posted on 2/5/2008 5:33:53 PM

Gee-Z:

firstly define love ? cz mostly hum loog emotional honay ko bhi love etc sumaj laytay hain ,
n jahan piyar hoo wahan asii baatoon k yaqeen nahi karwaya jata k am sincer or flirting etc aur ya bhi sharat nahi k jis ko hum love karian woh bhi kary ok...love is a beautiful thing am nt talking abt filmi love .

so if u love someone tou us ko feel karwaoo k am sincer ager woh phir bhi na manay tou its ok ... cz love mai give n take nai hota


bhai ji love naam e emotion ka ha. mera ni khyal muhabat aqalmandon ka kam hai.

muhabat ka yakeen dilana or izhar krna dono zaruri hain....ap is sy e andaza lga lo k khud Allah pak nay insan ko kaha ha k me tmhen 70 maon sy zada pyar krta hoon. means pyar ka btana zruri hota hai.ykeen dilana e prta ha.


han shrt ni ha k muhabat k bdly muhabt mily cz luv is unconditional bt khuahish hoti ha har shaks may k wo muhabat k bdly muhabat paey.its natural.

baki taqreer wapis aa kr karun gi. abi m going

wesyv akhir may apka mashwra psnd aya.

Posted on 2/5/2008 5:38:52 PM

~Fragi~:
i think

jab aap kissi ko kehtey ho k aap ko us sey mohabat hai aur bina waja us ko chor jatey ho aur jab jee chata hai wapis aa jatey ho


tu i think yeh drama bazi he hoti hia



jo wapis ap k pas aey nmeans wo apko kbi chor k gya e nai tha srf fasla aya tha.

wesy b agr do log muhabat krty hon to wapis any waly ko ye ni pocha jata k pehly dur q gaey.muhabat ho to duriyan ya judai us per asar andaz ni hotee mere khyal sy....


baki taqreer baad may

Posted on 2/5/2008 5:43:16 PM

Yaar yeh 16 th century ka love to ho sakta hai per aj ka nai

Posted on 2/5/2008 7:55:45 PM

§Allah Rakhi§:
MISS SCORPIO:
Yahe keh yeh janab, kai agar woh insaan sache dil sai mohaabat kartah hai aur araam sai aur pyaar sai izhaar karta hai toh uss mae koi drama bazi nahi hai. Agar woh uska pyaar na izhaar karti toh woh admee samaj kaar peecha hatt jahtah hai.

Haan usse dukh toh hota hai zaorror liken shayad kuch aur bhi hosakta hai.
Kabhi kabhi wajahh majburi sah hosakti hai yah iss waja sai kai usse koi diljaspi nahi hai iss baat peh.

Aur rahi baat drama bazi ki, kabhi naa kabhi kisi doosray ki waja sei drama baaz shuru hojata hai, jaise koi bahara wala chai keh kisi ki zindagi mae bas pareshani hi rahe.

Agar woh insaan apnay dil ki baat bhi kardah aur usse barf jaise saluk milay uski baat kai leeyeh toh waha bhi drama bazi hosakta hai, kyunki kisi koh apnay dil ki baat koh batana koi asaan kaam hi nahi aur shayaed uss rejection ki waja sae uska dukh itna hi ho kia wohi drama bazi kare.

Joh lokk pagalpan mae drama bazi karteh unkeh saar kaah ilaaj hi karna chaiyeh.

I hope that's enough for you to understand.



mujhe ap tay lecture shay tuch b shamajh ni aya


Chashmah lagah kaar phir sey parr loh.

Posted on 2/5/2008 9:13:06 PM


Posted on 2/5/2008 9:16:16 PM

thora ghor karo samajh may aa jay ga

Posted on 2/5/2008 9:16:39 PM

Gee-Z:
YAS:
to Gee-Z ka dusra naam Devdas hai na



control yaar lol

nahi nahi CHUNI BABO am nt devdas lol


ba da sa ja ha

Posted on 2/5/2008 11:19:17 PM

§Allah Rakhi§:
MUHABBAT and DRAMA BAZI???
muhabat may drama bazi kesi hoti ha???


koi kis base pe keh sakta hai k agla bnda sincere hai ya drama bazi kar ra ha??

kissi base pe nahi
let time decide for it

waise drama bazi karni hai to hum se seekho
hein naaa seibyyy

Posted on 2/7/2008 4:45:03 PM

~Fragi~:
Yaar yeh 16 th century ka love to ho sakta hai per aj ka nai



muhabat waqt pe depend ni krti sir ji. ye ap jesy log hoty hain jo muhabat ko apni mrzi or zrurt k mutabik diff naam dy lety hain.or diff zamano sy relate kr dety hain

Posted on 2/7/2008 10:39:00 PM

MISS SCORPIO:
§Allah Rakhi§:
MISS SCORPIO:
Yahe keh yeh janab, kai agar woh insaan sache dil sai mohaabat kartah hai aur araam sai aur pyaar sai izhaar karta hai toh uss mae koi drama bazi nahi hai. Agar woh uska pyaar na izhaar karti toh woh admee samaj kaar peecha hatt jahtah hai.

Haan usse dukh toh hota hai zaorror liken shayad kuch aur bhi hosakta hai.
Kabhi kabhi wajahh majburi sah hosakti hai yah iss waja sai kai usse koi diljaspi nahi hai iss baat peh.

Aur rahi baat drama bazi ki, kabhi naa kabhi kisi doosray ki waja sei drama baaz shuru hojata hai, jaise koi bahara wala chai keh kisi ki zindagi mae bas pareshani hi rahe.

Agar woh insaan apnay dil ki baat bhi kardah aur usse barf jaise saluk milay uski baat kai leeyeh toh waha bhi drama bazi hosakta hai, kyunki kisi koh apnay dil ki baat koh batana koi asaan kaam hi nahi aur shayaed uss rejection ki waja sae uska dukh itna hi ho kia wohi drama bazi kare.

Joh lokk pagalpan mae drama bazi karteh unkeh saar kaah ilaaj hi karna chaiyeh.

I hope that's enough for you to understand.



mujhe ap tay lecture shay tuch b shamajh ni aya


Chashmah lagah kaar phir sey parr loh.


chashma gum o gya ha

Posted on 2/7/2008 10:41:50 PM

aik laila 100 majnoo b to ho skty hain

but yar srf internet love ko dramabazi to ni kah ja skta.
me jo puchna chah ri thi k supose me ap se bht sincere ho apka khyal krti ho hamesha apko khushi deni ki try krti ho or ap mri is sincerity ko is muhabat ko drama bazi keh doo to kis base pe ap keh skti ho k me mukhlis nai hoo ap k sath drama bazi kr ri hoo....ab chahay meri apki dosti ho net pe ya hum neighbours hon

Posted on 2/13/2008 2:14:31 PM