Logo

Mein Nahi Manta

   Main bhi khaaif nahi takhta-e-daar se
mai.n bhi Mansoor hoon keh do aghyaar se
kyun daratey ho zindaan ki deewar se
zulm ki baat ko, jehal ki raat ko
main nahi manta, main nahi manta



Tum nay looTa hai sadiyoo.n se humara sukoo.n
abb na hum par chaley ga tumhara fasoo.n
chara_gur mai.n tumhai.n kis tarah se kahoo.n
mai.n nahi manta, mai.n nahi manta


deep jis ka mehallat he mai.n he jaley
chund logoo.n ki khushiyoon ko lay kar chaley
voh jo saey mai.n her maslehat ke paley


aisey dastoor ko, subha-e-bai_noor ko
mai.n nahi manta, mai.n nahi manta


Posted on 3/3/2009 12:35:56 PM


Posted on 3/4/2009 12:40:29 AM


beautiful fragi

Posted on 3/4/2009 12:54:50 AM


Posted on 3/4/2009 1:00:17 AM

bilkul bilkul main bhi nahi manta

Posted on 3/7/2009 6:01:07 AM

aap kiun nahi maantey

Posted on 3/24/2009 6:06:27 PM


Posted on 3/24/2009 6:45:59 PM


Posted on 3/24/2009 9:52:30 PM

thz dude

Posted on 4/17/2009 2:49:35 PM

ya ap Q nahi manty ???

waja waja

Posted on 4/17/2009 3:24:38 PM

mein nahi manta is zulmat ko

Posted on 4/17/2009 3:33:33 PM


Posted on 4/19/2009 10:14:02 PM

thz .....

Posted on 4/25/2009 12:02:34 PM