Logo

Is it Confidence?


Aik 8 ya 10 saal k bachay ko koi 40-50 saal ka banda paani lanay k liye kehta hai aur agay se jawab deta hai keh khud lai aen na. ya phir keh deta hai keh main nahi lai kar aa raha.

bachay k parents fakhar se batatay hain "Dekha kitna confidence aa gya hai..."

kya yeh Confidence hai??


Posted on 3/18/2009 11:48:42 AM

nai ji yeh zara confidence se agye ki baat hai
jis ko simple words main kehte hain badtameezi


n afsos un parents per k jo is ko confidence kehte hain

n jub woh bacha yehi baat apne parents se kahye ga to i think woh kahyen gyen ke bahut badtamez ho gyae ho

Posted on 3/18/2009 12:01:05 PM


tab bhi woh is ko bad-tameezi nahi kahain gay...

khushi se bataen gay

Posted on 3/18/2009 12:07:36 PM

it depends paa ji

kuch log apne had tak barye conscious hotye hain
like ke bacha hamare sath bahut tameez se baat karye bakyon ko jo marzi kahye lolz

but after all its a bad thing


wese paa ji ap ko yeh khyal kahan se a gaya ?

Posted on 3/18/2009 12:23:03 PM

where r social values ...?

Posted on 3/18/2009 12:48:23 PM

~Fragi~:
where r social values ...?


sab ki sab uncle zardari k dar se chup gyaen hain

lolz

Posted on 3/18/2009 1:04:19 PM



Yeah jo kuch ho raha hai CABLE ki waja se ho raha hai....




Posted on 3/18/2009 1:22:54 PM


let us have some more comments...

hamain yeh khayal confidence of young siyasat daan se aya...

Posted on 3/18/2009 1:23:35 PM


SG paa g... i guess yeh sab CABLE ki wajah se nahi balkeh Elite class educational institutes ki wajah se ho raha hai... jahan per Moral and Social Values ki bajae Confidence ko ziada preference di jati hai...

aur 2nd reason is ki yeh hai keh parents mai yeh soch develop ho rahi hai bachon ko kuch na kaho... is se un k brain ki growth effect hoti hai...

Posted on 3/18/2009 1:26:40 PM

SupidGuy:


Yeah jo kuch ho raha hai CABLE ki waja se ho raha hai....





nai nia jo kerwa raha hai amreca kara raha hia
lolz

Posted on 3/18/2009 1:29:07 PM

Rehan M Din:

SG paa g... i guess yeh sab CABLE ki wajah se nahi balkeh Elite class educational institutes ki wajah se ho raha hai... jahan per Moral and Social Values ki bajae Confidence ko ziada preference di jati hai...

aur 2nd reason is ki yeh hai keh parents mai yeh soch develop ho rahi hai bachon ko kuch na kaho... is se un k brain ki growth effect hoti hai...


hmmm yup ji theek keh rahye hain paa ji
but har educational institute esa nai i think

n yup ager kuch na kaha jaye to kuch zyada hi growth ho jati hai
hai na lolz

Posted on 3/18/2009 1:31:47 PM


ham nay har institute ka kab kaha paa g... most elite class institute mai aisa hi hota hai...

Posted on 3/18/2009 3:22:27 PM

confidence nahi mere khyal mein courage sahi lafz hai...

Posted on 3/18/2009 6:26:39 PM

lekin tum 8-10 saal ke bache ki baat kar rahe ho tu wo bacha hi hai wo tu abhe sikh raha hai lol aur iske ilawa ma baap ka kaam hai na ke kese pesh ana hai kisi ke saath...

Posted on 3/18/2009 6:29:35 PM

Rehan M Din:

Aik 8 ya 10 saal k bachay ko koi 40-50 saal ka banda paani lanay k liye kehta hai aur agay se jawab deta hai keh khud lai aen na. ya phir keh deta hai keh main nahi lai kar aa raha.

bachay k parents fakhar se batatay hain "Dekha kitna confidence aa gya hai..."

kya yeh Confidence hai??



*Assalam O Alaikum

*I Thinks its Badtameezi.
Afsoos un parents pe jo is harkat ko "Confidence"kehtay hain.
yaa Right Dj bro
agar yehi baat woh Child apnay Parents se kahay tab unhain ehsaas hoga kay its Badtameezi not Confidence.
Child ko isi age main Manners sikhaye jatay hain
Bacha is age main jo seekhta hain wohi Uski Ikhlaaq ki Bunyaad banta hain...!

Posted on 3/18/2009 8:25:54 PM

ditto ^

Posted on 3/18/2009 11:45:42 PM

sun_shine:
Rehan M Din:

Aik 8 ya 10 saal k bachay ko koi 40-50 saal ka banda paani lanay k liye kehta hai aur agay se jawab deta hai keh khud lai aen na. ya phir keh deta hai keh main nahi lai kar aa raha.

bachay k parents fakhar se batatay hain "Dekha kitna confidence aa gya hai..."

kya yeh Confidence hai??



*Assalam O Alaikum

*I Thinks its Badtameezi.
Afsoos un parents pe jo is harkat ko "Confidence"kehtay hain.
yaa Right Dj bro
agar yehi baat woh Child apnay Parents se kahay tab unhain ehsaas hoga kay its Badtameezi not Confidence.
Child ko isi age main Manners sikhaye jatay hain
Bacha is age main jo seekhta hain wohi Uski Ikhlaaq ki Bunyaad banta hain...!

thx sisooo

yup abi us ko tameez sikhaye gyen to sahi ho ga aur woh seekhye ga b
jub bara ho ga tab us ko tameez sikhaye gyen to woh seekhye ga nahi balkye dheet ho jaye ga

i hv seen many xamples ...

k kids ko growing age main na manners sikhaye to barye ho ker woh nahi seekhte aur ager kuch kaha jaye tu woh aur badtameez or dheet ho jatye hain ..
tab us k dad mom ko kasoor war kehte hain aur mom dad ko

Posted on 3/19/2009 10:02:10 AM

cutefriend:
simple words main kehte hain badtameezi





indeed

Posted on 3/20/2009 8:33:15 PM

yesh @ sk

Posted on 3/20/2009 8:45:09 PM