Logo

VALENTINE DAY gift.

tere naaam hum ne kiya hai jewan apna sara sanam
pyar bohot kartay hein tum se ishq hai tu hamara sanam

teray ishq ne sathiya tera haal kiya kar diya

gulshan bhi ab tu weerana lagta hai
har apna hum ko begana lagta hai
hum teri yadoon mein khoye rehtay hein'
loog hamen pagal dewana kehtay hein
teray bina teray binaaaaaaa   teray bina na numumkin hai zindagi ka guzara sanam

teray ishq ne sathiya tera haal kiya kar diya

naino se behtay ashkon key dharon mein
hum ne tujh ko dekha chand sitaron mein
birha ki agni mein pal pal tapti hein
ab tu sansein teri mala japti hein
teray liay teray liayyyyyyyyyyyy teray liay is duniya ka har sitam hai gawara sanam

tere naaam hum ne kiya hai jewan apna sara sanam
pyar bohot kartay hein tum se ishq hai tu hamara sanam

tere naaaaaaaam.

Posted on 2/13/2004 10:00:29 PM