Logo

NEED HELP..PLZ

Hey..my cousin is getting married..and i am trying to collect some songs..i know some but dont have the whole song..so would u guys plz help me..can anyone write down "Pardesia ye sach hai piyaa" this whole song...and some more songs for mehndi..my cousin is female...so any song jo mehndi per gaa sakey..make sure u write that whole song..i would really appreciate it..THANX fellows.takecare...

Posted on 3/11/2004 3:55:09 AM

hi jiya

yeh song mujhay acha lagta hay

chori chori movie ka


Mehndi Mehndi

Na Na Na Na Oh Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana
Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana
Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana
Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana
Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana
Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana

Main To Ghoongat Mein Jhal Gayi
Chunri Mujhse Lipat Gayi
Main To Ghoongat Mein Jhal Gayi
Chunri Mujhse Lipat Gayi
Neend Na Aaye Mujhe
Jaag Main Jaaon
Kahin Lup Chup Jaaon
Kahin Bhaag Mein Jaaon
Kahan Se Aaye
Jaane Kahan Le Jaaye
Yeh Raasta Anjaana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana
Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana
Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana

Main To Jaadoo Ki Pudiya
Main To Shishe Ki Gudiya
Main To Jaadoo Ki Pudiya
Main To Shishe Ki Gudiya
Root Na Jaaon
Kahin Toot Na Jaaon
Chalo Saath Saheli
Main Na Jaaon Akeli
Chup Na Rahoongi
Saajan Se Kahungi
Tu Pass Na Aana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana
Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana
Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana

Posted on 3/11/2004 5:00:12 AM

yeh song bhi naya hai orr Mujhay pasand bhi hai


Yehi Tu Hai Apna Pan
pyar ki basti ho
zindagi hansti ho
saath meray rahay tu sadaaa
is zameen per chaye
aasman tak jaye
tera mera ho aisa yeh pyar
tu jahan bhi rahay
mera dil yeh kahey
kabhi hongay na hum tum judaaa
yehi to hai apna pun

aao hum tum jhumay gayen
khushi manaye hansay
aaj saray rung hain apnay
dunya sundar lagay
aasman neela ho
dhup rung peela ho
jaisay masti mein jhumay jahan
raat jab aai ho
chandni chaayee ho
aankhon mein jub ho chaya khumaar
tub mayan mein teray
diya baqi jalay
aur us mein dikhay tera pyar
yehi to hai apna pun

yun bhi hota
hai ke jeewan
thehr jaye rukay
kitney mosam
kitney saawan
beetay doray samay
raat barh jaye to
neend nahi aaye to
aur barh jaye jub dil mein pyar
sans ruk jaye to
aank bhar aaye to
jab kabhi koi aata ho yaad
per tum gham na karo
kiya hai mushkil kaho
teray apnay to hain teray paas
yehi to hai apna pun

Posted on 3/11/2004 5:32:22 AM

yeh lain eik orrr lain song


Ho Laal meri path, rakhyo bala
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri
lalalalalalalla llllaaaallll alalalalal hoooooooooooo aAaAaAaaaALLlllaA

Meri behna ka jora aaya
Pyari behna ka jora aaya
Sajhtajh pe mein, jaoon qurbaan
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri

Meri behna ki, mehndi aayee
Pyari behna ki mehndi aaya
Laali pe mein, jaoon qurbaan
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri


Pyari behna ka ubtan aaya
Khushboo pe mein, jaoon qurbaan
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri

Posted on 3/11/2004 5:36:04 AM

yeh bhi lain

Bano tere abba ki oonchi haveli
Bano mein dhoondta chala aaya

Bano tere, jhoomer ke laryan tooteen
Bano mein, moti chunta aaya
Bano tere sehray ki lar jo tooti
Bano mein, kalyan chunta aaya
Bano tere jhumkay ke nath they jhootay
Bano mein sachay moti laaya
Bano tere abba ki oonchi haveli
Bano mein dhoondta chala aaya

Posted on 3/11/2004 5:38:03 AM

abbb woh wala jiss ki dimand ki thi wesay song bohat hain maray pass mager U ki behen ki shadi hai bhai ki hoti tou oss kay hisab say bhi bhijh deh ta yani main ney abhi larki waloon ki taraf say bhijay hain


perdesiya yeh sach hai piya sab kehtay hain toonay mera dilll lay liya
main kehta hoon toonay mera dill lay liya
phooloon main kalyoon main gawoon ki galiyoon main
hamm donoon badnaam honay lagay
nadiya kenaray main masti chobaray main hamm mil kay hansnay roonay lagay
too mill gaya mjh koo piya sabb kehtay hain too nay mera dil lay liya
pardesia yeh sach hai piya.....................................
logoon koo kehnay doh kehtay hi rehnay doh
sach jhoot ham kion lagoon koo batayeen
main bhi hoon masti main too bhi hai masti main iss khushi main nacheen gayeen
sabb koo pata kia main ney kia sabb kehtay   hain kay toonay mera dil lay liya
perdisiyaaa........................................

Posted on 3/11/2004 5:42:29 AM

non stop to non stop hi start ho gai/gae hein



pardesiyaaaaaaaaaaaaaaaaaa
pardesya ye sach hai piya
sab kehte hein me ne tujh ko dil de diya
me kehti hu tu ne mera dil le liya

this song ??
sorry i donno

Posted on 3/12/2004 2:40:56 AM

download Mehndi ki ye raat...

Posted on 3/12/2004 4:05:59 AM

models ka
mehndi ki raat aye mehndi ki raat
dekhen koi piyari dulhan kay haath



jia yh aik aur
song



Bumbro, bumbro shyaam rang bumbro - 2
Aaye ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Bumbro bumbro, shyaam rang bumbro - 2
Aaye ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Bhanwre o shyaam bhanwre,
Khushiyon ko saath laaye
Mehndi ki raat mein tum leke saugaat aaye


Ho, kaajal ka rang laaye nazrein utaarne ko
Baaghon se phool laaye raste sanwaarne ko


Haan, kaajal ka rang laaye nazrein utaarne ko
Baaghon se phool laaye raste sanwaarne ko
Aao mehndi ki chhaaon mein geet sunaaye bumbro
Jhoome naache, saaz gaaye, jashn manaaye bumbro

Bumbro, bumbro shyaam rang bumbro - 2
Aaye ho kis bagiyaa se oh, oh tum

Khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise
Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise

Bumbro bumbro bumbro bumbro


Oye, khil khil ke laal hua,mehndi ka rang aise
Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise


Yeh rang dhoop ka hei, ye rang chhaaon ka hei
Mehndi ka rang nahin, maa ki duaaon ka hei


Is mehndi ka rang hei sachaa, baaki saare jhoote
Haathon se ab mehndi ka ye rang kabhi na chhoote


O bumbro, bumbro shyaam rang bumbro
Bumbro, bumbro shyaam rang bumbro
Aaye ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Bumbro, bumbro shyaam rang bumbro - 2
Aaye ho kis bagiyaa se oh, oh tum

Chandaa ki paalki mein dil ki muraad layi
Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi


Mehndi ki raat aayi


Chanda ki paalki mein dil ki muraad laayi
Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi

Rukh pe saheliyon ke, khwaabon ki roshni hei
Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hei
(Yeh haathon mein mehndi hei ya shyaam ki laali
Chaand sitaare lekar aaye, raat ki rani)


Oh chandaa ki paalki mein dil ki muraad laayi
Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi

[ F ]
Rukh pe saheliyon ke, khwaabon ki roshni hei
Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hei

Yeh haathon mein mehndi hei ya shyaam ki laali
(bumbro)
Chaand sitaare lekar aaye raat ki rani (bumbro)

Haan bumbro, bumbro shyaam rang bumbro
Bumbro, bumbro shyaam rang bumbro
Aaye ho kis bagiyaa se


(Aaye ho kis bagiyaa se)


Oh, oh tum


Bumbro bumbro

Posted on 3/12/2004 4:39:27 AM

yea i guess bumbro is da best one for mehandi

Posted on 3/15/2004 12:32:48 AM

hi jiya this is great also i guess,,,,,, its long but greattt

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat
Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

Baal Baal moti Chamkaee rom rom mehka
mang sindur ke sundarta se Chamkey Chandanwar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat
Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein asey hath

Jurey mein juhi ke Dhimi Bha mein har Singar
kan mein jag mug bali pata
galey mein jugno har
sandal jasei peshani per bindiya laie bahar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

ASi Suhani ALbeli se Mehndi ke Yeah Raat oo Gori
Ujley cherey Hasti ankheen khushiyoon ke barsat ho gori

***Dhinak Dhinak Dinta haripa****

kabhi khuli kabhi bund ankhoon mein kajrey ke wo dhar
galoon ke surkhi mein jhlkey hirde ka iqrar
baloon mein gajra kano mein jumkey chunri dharey dar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar


MEhndi ke Yeh Raat.... Mehndi Ke Yeah RAat
Aie Mehndi ke yeh raat..
hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein asey hath
Hathoon ke ek ek churi mein Mohan ke chankar sehaj chale phir bhi payal mein boley pee ka pyar apna aap darpan mein dekhey aur Sharmae naal

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

Baal Baal moti Chamkaee rom rom mehka
mang sindur ke sundarta se Chamkey Chandanwar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar




Posted on 3/16/2004 2:00:27 AM