Logo

~Sabaq Aisa Padha Diya Tune~

Sabaq Aisa Padha Diya Tune
Dil Se Sab Kuch Bhola Diya Tune
Sabaq Aisa Padha Diya Tune
Dil Se Sab Kuch Bhola Diya Tune
Lakh Dene Ka Ek Dena Hai O O O
Lakh Dene Ka Ek Dena Hai
Dile Bemaut Diya Tune
Di Talab Jhoomna Mila Mujhko
Di Talab Jhoomna Mila Mujhko
Di Garaz Jo Diya Diya Tune
Sabaq Aisa Padha Diya Tune
Dil Se Sab Kuch Bhola Diya Tune

Kahin Mustaq Se Hijab Hua
Kahin Parda Utha Diya Tune
Kahin Mustaq Se Hijab Hua
Kahin Parda Utha Diya Tune
Mitt Gaye Dil Se Bakshe Qatil Sab
Baksha Aapna Jama Diya Tune
Sabaq Aisa Ho Sabaq Aisa

Mujh Gunehgaar Ko Jo Baksh Diya
Mujh Gunehgaar Ko Jo Baksh Diya
To Jahanum Ko Kya Diya Tune
Daag Ko Kaun Dene Wala Tha
Jo Diya Ae Khuda Diya Tune
Sabaq Aisa Sabaq Aisa Sabaq Aisa
Sabaq Aisa Padha Diya Tune
Dil Se Sab Kuch Bhola Diya Tune



really a kewl song

Posted on 3/22/2004 10:16:21 PM

cool

Posted on 3/23/2004 3:55:22 PM

yeppp.. TEHZEEB


i think Tehzeeb s team did a great work, coz there were 3 songs of vvv famous urdu poets of end 19th century
this song is by DAGH DEHLWI,
"khoi khoi ankhein" by SHAD NIZAMABADI,
and the last one "mujh pe toofan" is by AMEER MINAI (not sure abt this one)

Posted on 3/23/2004 6:18:55 PM

well gr8 lyrics ... kewl voices ..

Posted on 3/23/2004 6:21:35 PM

"mujh pe toofan" by MOMIN (not ameer minai)

Posted on 3/23/2004 6:26:08 PM

rat .. waise kewl poets haina .. n esp yeh lyrics to wwwwwwwwooooooooooooow i lub them na

Posted on 3/23/2004 6:30:01 PM

me too.

Posted on 3/23/2004 7:18:19 PM

k k k .. kiran kopy kat   

Posted on 3/23/2004 7:35:16 PM