hello to all
aslam_o_alikum
tu hota ya na hota janaan/magar honay ka teray guman hota 
yaqeen na hota tu faruz hota 
magar piyar ka teray guman hota 
tu lub na kholta esa kamal karta 
magar ezhar ka tery guman na hota 
tu hota ya na hota janaan 
magar honay ka teray guman hota 
shub bhar khayal mein teray jagtay rehtay 
gar khowaab ka teray guman hota 
sansoon mein samolete SABA ko 
gar khumar ka teray guman hota
__________________
wo jou mosumaoon ka habib tha,mery piyasi aankh ka khowab tha 
wo wohi ab bhi aziz hay karay dil par ab bhi hokoomatain
replay ka intezar  
 
 
bye