Logo

KUCH NA KAHO

kuch na kaho tu acha hai aap bas dahkney doo kafi din baad ayee hain aap kuch dahkney tu doo aj k din kahi baad main din ataa bhi hai ya nahi aj kuch paal kuch nahi kahoo

Posted on 6/3/2004 8:42:00 PM

kuch na kaho
kuch bhi nah kaho
kia kahna hai kia sunna hai
tum ko pata hai mujh ko pata ha
samay ka yeh pal tham sa gaya hai
aur is pal main koi nahi hai
bas 1 main hun bas 1 tum ho

Posted on 6/6/2004 11:37:19 PM

kuch na kaho ´
sab kuch keh diya hai
ankhoon ki zuban ne
sansoon ki rawan ne
ratoon ke saman ne
batoon ke han ne

kuch aur na kaho
dil band ho jae ga
khushi ki sumander main

Posted on 6/7/2004 2:26:43 PM

na kahooooo na sunoo
khamoshi guftugo honay lagi hai
zindagi khuwaab mein khonay lagi hai.

Posted on 6/7/2004 8:56:42 PM

kiran
JI AAP NAY KYA BAAT KI AHI AAP KI BAAT ACHI THI TAHNK

Posted on 6/8/2004 9:26:00 PM

kiran
JI AAP NAY KYA BAAT KI AHI AAP KI BAAT ACHI THI TAHNK

Posted on 6/8/2004 9:26:17 PM

hello sore eyes how are u??i m wajid and i m joning tis okk
and ab dakhna kia karta tu abhi bacha hai apna aur haan yahan a kar tu na galti ki hai nikal ja okk
bye
take care
ALlah HAfizzz
i m wajid hussain virk jutt
butt ki haal aaaaa???

Posted on 6/11/2004 9:45:25 AM

aik tu pata nahi kon kon a jata hai yahan par yarr

Posted on 6/16/2004 7:30:45 PM