iski waja yeh hosakti hai keh ab tak jo bhi aaya usnay apne lia to bohat kuch kia magar country ke liye nahi
magar jamali sahab ne na country ke lia kuch kia nahi apne lia shayad isi liye unko hatadia gia kioun ke woh kuch karte hi nahi the
nahi javed ager humara mulk essa hai tu pher ya be sawal uthta hai kay essa kio hai ...... uss ko be tu essa karny wally humary bary hain hena jen ko chair kay sewa khuch sujta he nahi