Logo

why??

why do a person can't get he desire for??
for me it's a tyranny of fate..
what u ppl think??

shiqwa nahi kisi se kisi se gilla nahi
naseeb main nahi tha jo ham ko mila nahi

Posted on 7/9/2004 10:38:25 AM

Certainly there are things which are achieved by Struggle, Hardwork, own will and potential.
But yes fate and fortune involved in all these basic units of life.

Posted on 7/9/2004 11:33:28 AM

Exactly

Posted on 7/9/2004 1:19:17 PM

but i don't think it's right sometimes a person works very hard to achieve something yet he can't get what he desires
for me this is not right

Posted on 7/9/2004 4:04:27 PM

tu yehi tu
aapki kismat main nahi tha isee liye tu aap ke anthuk mehnat ke bawajood wo chees apko nahimilli,coz wo apki kismat main nahi thee...!fate and fortune ....2no work kertey hain lazmii tor per insaan ki zindagi main...u must have to believe it!

Posted on 7/9/2004 4:58:57 PM

yea agree u know zarori nahi jo cheez hum sochen woh achi bhi hoo ALLAH key har kam mein koi na koi maslehat hoti hai

Posted on 7/9/2004 5:09:35 PM

sahi kaha
or Allah tala wohikerta haijop apney bandey ke liye sahi pasand kerta hai......!

Posted on 7/9/2004 6:38:02 PM

exactly

Posted on 7/10/2004 11:45:30 AM

lekin allah kabhi mehnat zaya nahi honaye deta

Posted on 7/10/2004 12:51:38 PM

jii haan bilkool
bazahir yehi lagata hia jab koi kaam barey mehnat ke sath or lagan ke saath kiya jaye or wo poora na ho tab bhi usmain Allah tala kii maslahut ka taqaza hota hai isee liye wo kaam banday ke haq main nahi hota....or us kaam ka sila Allah tala kesee or tareeqey se dedetey hain...ya akherat ke liye rakh detey hain
ager wo kaam jo baree mehnat se kiya jaye or iska result aagey jaaker bohut hii bura ho tu aap ki ye khuahish naaye hoagi ki kash yee kaam na hota......
isee liye hamesha Allah ke raza per khush rehna chaiye!

Posted on 7/10/2004 1:51:00 PM

bilkul sahi kaha
aur agar hum esaa karny lagen tooo phir ye depression tension sab say nijaaaat mil jai

Posted on 7/10/2004 2:32:59 PM

hmmmm agree

Posted on 7/12/2004 7:19:08 PM

bahz dafa insan apni kisi wish k leeay mehnat karta hai
ussay woh kuch nahin milta
laikin allah us k badley mein us se achi cheez dey deta hai

Posted on 7/12/2004 8:46:12 PM

jo chez nahi milti wo hamary liye sahi nahi hotiii
isllye wo chez mahnat kar kay bhi nahi miltii
allah hamara hamesha behtar chahta hai

Posted on 7/13/2004 3:18:25 PM

jab qismat darmian main ati hi to phir kiu kehate hain ke mehnat se sab milta ahi??

Posted on 7/13/2004 3:21:29 PM

lekin aab ghalat cheez kay liye mehnat ki jai to allah hamen usay bachata hai

Posted on 7/14/2004 2:42:45 PM

riteee

Posted on 7/18/2004 11:47:51 PM


Posted on 7/19/2004 2:14:39 PM