Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai 
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare 
Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai 
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare 
Zindagi meri bin tere kya hai, dil mera jaanta hai 
Laakh samjhaaoon apne mann ko, deewaana kab maanta hai
Reh rehke yeh aahein bhare
Dil kya kare, yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare
Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai 
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare 
Har ghadi tu khayaalon mein mere, bas tujhe sochti hoon  
Jis taraf bhi nazar ghoomti hai, main tujhe dekhti hoon
Tere peechhe agar na phire
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare 
Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai 
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare 
                        
                            
                            Posted on 7/14/2004 11:12:39 PM