Logo

Gham ka Rastta

main zindgi ki agr phir say ibtda karta.......
To ikhtiar yahi gham ka rasta karta...........
Wo meray Dil mian raha mujh say dooor rah kar bhi.....
wo mujh say dooor bhi jata to main Gila karta.........
Wo meray sheher main rahta mujhay bhula kar bhi......
kabhi kabhi sahi main diakh to lia karta............
baja sahi teri Rahmat meray KHUDA laikin ..........
Usay ganwa k teri Ramatoon ka kia karta
KABEER ehid e mohobat k qauwl jhhotay thay ...........
hum aik thay to ko e kiss tarah Juda karta.......

Posted on 7/25/2004 11:56:28 PM

nahi DR AMIR..........OSSY KEHNA KI.......

dil ki hasti ko na weeran banaye rakhna
aur kuch na ho to yaddoon ko sajye rakhna
maell mulakatoon ka na sahi ,yadoon ka sahi
hum se jessa bhi ho rishta banaye rakhna....

Posted on 7/26/2004 7:53:29 AM

LOL......

Posted on 7/26/2004 10:00:44 AM

Dil Dil

Pakistan Jaan Jaan Pakistan

Posted on 7/29/2004 1:03:37 AM

Wo meray Dil mian raha mujh say dooor rah kar bhi.....

v nice







and rani

Posted on 7/29/2004 2:04:05 AM