tarash said:woh khwaab tha bikhar gaya, khayal tha mila nahin
magar dil ko kiya huva, yeh kyon bhuja pata nahin
dost19 said:Meri dukhti huvi ankhoon se gawahi lena
mien ne socha tujhe apne se siwa tere baad
yeh alag baat ke afshaan na huva tu warna
mien ne kitna tujhe mehsoos kiya tere baad
-------------------------------------------
woh khwaab tha bikhar gaya, khayal tha mila nahin
magar dil ko kiya huva, yeh kyon bhuja pata nahin
haar ek din udaas din, tamaam shaab udasiyaan
kisi se kiya bichar gaye ke jese kuch bacha nahin
dost19 said:Kabhi kabhi rone ka bhi dil kerta hai....hai na?