Fairl_Girl’s Collection + OWN

166061 views 2788 replies
Reply to Topic
Fairl_Girl

Age: 125
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 05 Sep 2004

Fairl_Girl says
nice alone
Posted 23 Feb 2005

Fairl_Girl says
TU DOOR HAI MUJSE SE


Tu door hai mujh se, per paas bhi hai
Teri kami main kahin , Tera ehsaas bhi hai

Tujh se Dost hain laakhon, jahan main mere
Per tu Dost bhi hai, aur khaas bhi hai
Tune Khushiyan Mujhe Itni di hain ke aaj
Tujhe khone ka Dil main ehsaas bhi hai

KHUDA ne yun nawaza, Teri Dosti se mujhe
ke Mujhe Khud pe Gumaan hai ,aur Naaz bhi hai
Posted 24 Feb 2005

Fairl_Girl says
Mujhay Dushmanoo Ki Khabar Na Thi
Mujhay Dostoon Ka Pata Na Tha
Tere Dastaan Kuch Or Thee
Mera Waqiya Kuch Or Tha
Kabhi Lot Aain TO Poochna
Nahin Dekhna Inhay Goor Say
Jinhay Rasty Main Khabar Hoi
Ke Yeh Rasta Koi Or Tha
Posted 24 Feb 2005

Fairl_Girl says
Posted 24 Feb 2005

wafakadard says
JANUBABY said:

Mujhay Dushmanoo Ki Khabar Na Thi
Mujhay Dostoon Ka Pata Na Tha
Tere Dastaan Kuch Or Thee
Mera Waqiya Kuch Or Tha
Kabhi Lot Aain TO Poochna
Nahin Dekhna Inhay Goor Say
Jinhay Rasty Main Khabar Hoi
Ke Yeh Rasta Koi Or Tha

WOW
Posted 24 Feb 2005

wafakadard says
izhar-e-ishq agar kar dete jo sar-e-aam
to hume bhi kuch apne hasti ka ehesas ho jata!
aisa to lagta ke humare lye bhi koi hai...
jo kar dega usska sub kuch mere naam....!
Posted 24 Feb 2005

cutefriend says
Posted 24 Feb 2005

wafakadard says
Posted 24 Feb 2005

wafakadard says
silsila tod gaya woh tou sabhi jate jate
warna itne tou marasim the aate jate
iski woh jane use pass e wafa ho ke na ho
tum tou apni taraf se nibhte jate
Posted 24 Feb 2005

wafakadard says
Posted 24 Feb 2005

JANUBABY said:

TU DOOR HAI MUJSE SE


Tu door hai mujh se, per paas bhi hai
Teri kami main kahin , Tera ehsaas bhi hai

Tujh se Dost hain laakhon, jahan main mere
Per tu Dost bhi hai, aur khaas bhi hai
Tune Khushiyan Mujhe Itni di hain ke aaj
Tujhe khone ka Dil main ehsaas bhi hai

KHUDA ne yun nawaza, Teri Dosti se mujhe
ke Mujhe Khud pe Gumaan hai ,aur Naaz bhi hai



Posted 24 Feb 2005

JANUBABY said:




Posted 24 Feb 2005

thanks paki thanks janubaby
Posted 24 Feb 2005

paki_fan says


"Tere wajood ki khushbu,
basi he saason main,
yeh or baat he ke,
nazron se door rehte ho"
Posted 25 Feb 2005

Fairl_Girl says
gr8 wafa and alone
Posted 25 Feb 2005

Fairl_Girl says
alone is still fightting w me
Posted 25 Feb 2005

Fairl_Girl says
BEWAFAII KI YEH INTEHA HOGAYEE
K Tujhse Juda Hokar Bhi Jeeney Ki Aadat Hogayee

Tum Laut Ke Aaogey Humsey Milney
Roz Dil Ko Behlaney Ki Aadat Hogayee

Terey Waadey Pe Kya Bharosa Kiya Humney
Keh Shab Bhar Tera Intezaar Karney Ki Aadat Hogayee

Khushi Mei Bhi Hum Kiya Muskuratey Kay
Teri Judaai Mei Roney Ki Aadat Hogayee

Kaafiley Nikal Gaye Humein Chhor Kay
K... Ab To Tanha Safar Ki Aadat Hogayee

Har Morh Par Mili Ghum Ki Parchhaiyaan
Zindagi Se Samjhota Karney Ki Aadat Hogayee

Jaantey Thay Keh Nahi Hosaktey Kabhi Tum Hamarey
Phir Bhi Khuda Se Tujhey Maangney Ki Aadat Hogayee

Paiman-E-Wafaa Kya Hai Humey Kya Maloom Aamir
Kay Bewafaaon Se Dil Laganey Ki Aadat Hogayee.
Posted 25 Feb 2005

Fairl_Girl says
Tumse vafaayein bahut main karoongi
Kasam teri ab yeh dil kisi ko na doongi
Aa tujhe bata doon mere dil mein kya hai
Dil lene waale tujhe jaan apni doong
Posted 25 Feb 2005

Fairl_Girl says
Ye aarazuu thi tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bul_bul-e-betaab guftaguu karte
payaam bar na mayassar huaa to Khuub huaa
zabaan-e-Gair se kyaa shar kii aarazuu karte
merii tarah se maah-o-mahar bhii hain aavaaraa
kisii habiib ko ye bhii hain justajuu karte
Jo dekhte terii zanjiir-e-zulf kaa aalam
asiir hone ke aazaad aarazuu karte
na puuchh aalam-e-baragashtaa taali-e-"Aatish"
barastii aag men jo baaraaN kii aarazuu karte
Posted 25 Feb 2005

Fairl_Girl says
Dil pey lagey ghaav zara gehray hi hotey hain
meri takleef per ansoo na bahaya karey koi

yeh dunya merey nazdik maktal se nahi ziada
mujhey zindagi key kissey na sunaya karey koi

main jo bhi kehta hoon faqat sach hi kehta hoon
burey anjaam se mujh ko na daraya karey koi

zakhmoon ki tasheer se dard kam nahi hota
her shaks ko apney zakham na dikhaya karey koi

agar haan kahoon to haan agar naa kahoon to naa
har baat main ek hi baat na dohraya karey koi

har hath mujh ko lahoo rang nazar aata hai
merey liye apna hath na barhaya karey koi

merey shab-o-rooz ki tafseel jis key pass hoti hai
usey merey shehar ka aalam to na sunaya karey koi....

Posted 25 Feb 2005

wafakadard says
bahot khob Alone,Paki,JB,
Posted 25 Feb 2005

wafakadard says
hum unko kabhi bhula nahi sakte,
parchaiyon se daaman chuda nahi sakte,
ye mere zakhm la-ilaaj to nahi lekin...
chahke bhi kisiko bata nahi sakte
Posted 25 Feb 2005

Fairl_Girl says
Posted 26 Feb 2005

Fairl_Girl says
Rat kay phechalay pehar aik khawab aaya
Aankh Kholi jab samanay tera Cherah bankay mehtab aaya
yeh soch kar kay kabhi tum bhi meray pass thay
bay sakhta in Aanhoon say aik saylab Aaya
Posted 26 Feb 2005

wafakadard says
Posted 26 Feb 2005

wafakadard says
Mohabbat mein nahi hai fark jeene aur marne ka
Usi ko deekh kar jeete hain jis kafir pe dam nikle....
Posted 26 Feb 2005

wafakadard says
Posted 28 Feb 2005

paki_fan says
Posted 28 Feb 2005

paki_fan says
"QADAM QADAM PE MILAY IK NAEY KHUSHII TUM KO,
ANDHARII RAH MAIN MIL GAEY ROSHNII TUM KO,
MARII DUA HAI AY KAASH LAG GAEY,
MERAY HAYAT K LAMHOON KI ZINDAGII TUM KO."

Posted 28 Feb 2005

paki_fan says

Dekhye Dil ke mzafaat mein rakhye hum ko
Gahe gahe to mulaqat mein rakhye hum ko
Raas aatii hai yehi surate haal hamein
Bass isii surate haal mein rakhye hum ko
Hum faqiron se munasib nahiin yeh khuwe garaiz
Kaam ayen ge kabhi! Haath mein rakhye hum ko
Posted 28 Feb 2005

Reply to Topic