Logo

Fairl_Girl’s Collection + OWN


Posted on 12/31/2004 9:57:43 PM

hmm zyada achi lagni thi yeh poetry ager is main preety na hoti to

Posted on 1/1/2005 1:23:46 AM


Posted on 1/2/2005 12:11:55 AM

kiya hua jbaby?>

Posted on 1/14/2005 10:44:56 PM


Posted on 1/16/2005 2:02:43 AM


Posted on 1/16/2005 2:16:55 AM


Posted on 1/19/2005 2:04:42 AM


Posted on 1/19/2005 11:45:50 PM

thxx

Posted on 1/24/2005 1:28:09 AM


AanKhoN Ki zuBaN wOH SaMajh Nahi PaaTe,
HonTh HaiN MaGar kuCh Keh Nahi PaaTe,
ApNi beBaSi Kis TaRhaN KaheiN,
Koi Hai Jinke BiNa HuM Reh Nahi PaaTe!

Posted on 1/24/2005 4:59:35 PM

~~~~***..DiL Ne ChAhA HaI TuJhE..***~~~~

DiL NeY Chaha Hai Tujhe IzhaaR Nahi Kar SakTa ..!!
TumheiN PaYuN KaiSe IqraaR Nahi Kar SakTa ..!!
Es Gham-E-Dil Ki HaqeeqaT Ko BayaaN KaiSe KarOOn ..!!
MaanGe Tu JaaN Bhi Agar ..!! InkaaR Nahi Kar SakTa ..!!
Tujh Ko ChahoON Ya KirdaaR BanaYOn ApNa ..!!
Ishq Donu SeY Hai MaGar IzhaaR Nahi Kar SakTa ..!!
DiL MeiN UtRi TeRi TaSweeR BarhaY ArsaY SeY HAi ..!!
BaaT DiL Ki Hai MaGar SarTaaJ Nahi Kar SakTa ..!!


Posted on 1/24/2005 6:25:01 PM

nice

Posted on 1/24/2005 11:15:48 PM

salman

Posted on 1/27/2005 3:10:40 AM

salman ?

Posted on 1/28/2005 12:54:15 AM

~*~ Be-Wafaye ~*~


Be-Wafaye Ke Yae Inteha Ho Gaye
Kay Tujh Se Juda Ho K Jeenay Ke Aadat Ho Gaye


Tum Lout Kay Aaogay Hum Se Millnay
Rooz Dil Ko Behlane Ke Aadat Ho Gaye

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Teray Waday Per Kia Bharoosa Keya Hum Nay
Kay Shab Bhar Tera Intezar Karne Ke Aadat Ho Gaye


Khushi Main Bhi Hum Kia Muskuratay Kay
Teri Judaye Main Roonay Ke Aadat Ho Gaye

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Kafeelay Nikal Gaye Humein Chor Kay
Kay Aab To Tanha Safar Ke Aadat Ho Gaye


Her Mour Per Mille Ghum Ke Parchaiyaan
Zindage Se Samjhota Karnay Ke Aadat Ho Gaye

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Jantey Thay Kay Nahi Ho Saktay Kabhi Tum Humare
Phir Bhi Khuda Se Tujhe Maangnay Ke Aadat Ho Gaye


Paiman-e-Wafa Kia Hay Humey Kia Maloom
Kay Be-Wafaaon Se Dil Laganey Ke Aadat Ho Gaye...!!!

Posted on 1/28/2005 1:39:23 AM

wah jee wah

Posted on 1/28/2005 2:19:14 AM

nice

Posted on 1/28/2005 5:03:54 AM


Posted on 1/28/2005 10:43:51 PM


A word old in age and tarnish
Polished so many times
Often used in a sense of forgiveness
Used as bait in cruel crimes

Long remembered and sometimes lost
Comes from a place in your heart
Some over use it and abuse it
They laugh and watch it fall apart

I wish I knew how it really felt
I hear it's wonderful to feel this way
It seems everytime it gets close
I'm blind to it and push it away

Must I watch romance movies and ponder them
Wishing I could feel one ounce of lust
If only I knew how to find what's lost
Forgiven with a little bit of trust

Why is it resembled with a white dove
What is it.. tell me what is love?

Posted on 1/28/2005 10:45:12 PM

Long remembered and sometimes lost
Comes from a place in your heart
Some over use it and abuse it
They laugh and watch it fall apart



nice one

Posted on 1/28/2005 11:14:30 PM


Posted on 1/29/2005 12:49:56 AM


Posted on 1/29/2005 9:11:50 PM

ZINDAGI IS TARHAN SE LAGNE LAGI RANG UR JAYE TO DEWARON SE........

AB CHUPANE KO APNA KUCH NA RAHA ZAKHAM DIKHNE LAGE DARASON SE

AB TALAQ SIRF TUJH KO DEKHA THA AJ TU KYA HAI YEH BHI JAAN LIA

AJ JAB GOR SE TUJHE DEKHA HUM GALAT THAI KAHIN YEH MAAN LIA

TERI HAR BHOOL NE KAHIN SHAYED HUM BHI SHAMIL HAIN GUNEGHARO SE

AB CHUPANE KO APNA KUCH NA RAHA ZAKHAM DIKHNE LAGE DARARON SE

A MERE SATH MIL KAR HUM PHIR SE APNI KHABON KA GHAR BANATE HAIN

JO BHI BIKHRA HAI WOH SAMETEIN HAIN DHUND KAR KHUSHI KO LAATE HAIN

BOJ TOW ZINDAGI KA KAT TA HAI EK DUJEY K HE SAHARON SE .................

zINDAGI IS tARHAN sE lAGNE lAGI rANG uR jAYE tO dEWAROn SE

aB cHUPANE Ko APNA kUCH nA rAHA zAKHAM dIKHNE lAGE dARARON sE........

DILJALE SAYS
ZINDAGI IS TARHAN SE LAGNE LAGI RANG UR JAYE JO DEWARON SE

AB CHUPANE KO APNA KUCH NA RAHA ZAKHAM DIKHNE LAGE DARARON SE

MAI TERE JISM KA HO PERHCHAYE MUJH KO KAISE RAKHO GE KHUD SE JUDA

BHOOL KAR TUMHE NA MERI FITRAT HAI KYON K INSAN HO MAI NAHI HON KHUDA

KYON K INSAN HON MAI NAHI HON KHUDA

MUJH KO HAI APNI HARKHATA MANZOOR BHOOL HO JAATI HAI INSANO SE

AB CHUPANE KO APNA KUCH NA RAHA ZAKHAM DIKHE LAGE DARARON SE

JAB KABHI SHAAM K ANDHERON MAI RAAH PANCHI JO BHOOL JAATE HAIN

WOH SUBHA HOTE HE MERA CHAL KAR APNI SHAKON PE LOUT ATE HAIN

KUCH HAMARE SATH ESA HUA HUM YEHI REH GAYE ISHARON SE

ZINDAGI IS TARHAN SE LAGNE LAGI RANG UR JAYE JO DEWARON SE

AB CHUPANE KO APNA KUCH NA RAHA ZAKHAM DIKHNE LAGE DARARO SE


Posted on 1/29/2005 10:24:41 PM

Hi Who\s Love Ham Rhtehai Tere Dil Me Film I Love The Film

Posted on 1/29/2005 10:33:19 PM

main ne yeh movie nahi dekhi

Posted on 1/30/2005 12:47:38 AM

God_Girl:
Hi Who\s Love Ham Rhtehai Tere Dil Me Film I Love The Film
no this movie is murder

Posted on 1/30/2005 10:19:04 PM

JANUBABY:
~*~ Be-Wafaye ~*~


Be-Wafaye Ke Yae Inteha Ho Gaye
Kay Tujh Se Juda Ho K Jeenay Ke Aadat Ho Gaye


Tum Lout Kay Aaogay Hum Se Millnay
Rooz Dil Ko Behlane Ke Aadat Ho Gaye

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Teray Waday Per Kia Bharoosa Keya Hum Nay
Kay Shab Bhar Tera Intezar Karne Ke Aadat Ho Gaye


Khushi Main Bhi Hum Kia Muskuratay Kay
Teri Judaye Main Roonay Ke Aadat Ho Gaye

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Kafeelay Nikal Gaye Humein Chor Kay
Kay Aab To Tanha Safar Ke Aadat Ho Gaye


Her Mour Per Mille Ghum Ke Parchaiyaan
Zindage Se Samjhota Karnay Ke Aadat Ho Gaye

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Jantey Thay Kay Nahi Ho Saktay Kabhi Tum Humare
Phir Bhi Khuda Se Tujhe Maangnay Ke Aadat Ho Gaye


Paiman-e-Wafa Kia Hay Humey Kia Maloom
Kay Be-Wafaaon Se Dil Laganey Ke Aadat Ho Gaye...!!!




Suno!
Ke mein tum se roth jana chahta hoon
Woh betay lamhay aur guzri batain bhol jana chahata hoon
Who sab naghmay jo tumharay liye likhay thay khabi
Who sab aj akhri baar gungana chahta hoon
Khabi tum roth jati thi aur mein tumhain manata tha
Ab ke baar mein tum se roth jana chahta hoon
Buhat roo liya abb ham main mazeed himat nahin
Abb mein bhi kuch muskurana chahta hoon
Kahin buhat door!
Jahan se meri awaz koi bhi na sun sakay
Main abb is dunya main koi aisa thikana chata hoon

Posted on 1/30/2005 10:54:53 PM

veryy nice wind

Posted on 1/31/2005 5:32:26 AM

hmmmmmmmmmmm

Posted on 1/31/2005 11:44:18 PM

Jaanay Na Jaanay Koyi Na Jaanay
Ye Chaand Sitaaray Jaantay Hain
Woh Mujh Peh Jaan Chhiraktaa Hai
Main Uske Dam Se Jeetee Hoon....

Posted on 2/1/2005 12:37:14 AM