Age: 125
7374 days old here
Total Posts: 1246
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
O yarr main nay kab kisi uljhan main dala hay kisi ko.........Maray dil par takan nahi hay is lia puch lia k kahan hota hay dil ka ktakan.... kisi ko nahi maloom kahan hota hay
Age: 125
7463 days old here
Total Posts: 1545
Points: 0
Location:
United States, United States
app ko fikar kerne ki zaroorat nahin hai khud hi mill jaye ga kabhi na kabhi...
wese yeh gana pakistani movie larki punjaban se lagta hai...iss movie ke ek gane mien bhi dhakkan ka zikar ho raha hai...i'm not sure...lekin lagta hai ke wohi gana hai
Age: 125
7344 days old here
Total Posts: 467
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaar us nay shaery ki thi hum nay masla bana liya hai
waisy jis tarah bottle ka dhakkan bottle key muun per hota hai dil ka dhakkan banday kay muun per hona chaheye you can say lips are dhakkan of heart you open your lips and express what you want to say it will mean that you have open your dhakkan of heart
laikin phir bhi masslah hai heroin of the song "under kaisay jaey ge
Age: 38
7361 days old here
Total Posts: 306
Points: 0
Location:
Hyderabad, India
Eyes hoti haii dil ki zuban...kehte hai ki mohabbat ki zubaan nahi hoti...yeh haqeeqat toh nighanho se bayaan hoti haii!.. but yeh words taken aur dhakkan kyun