Age: 124
7531 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wafakadard said:
JANUBABY said:
tum lakh choopao seenay mein ahsas humari chahat ka dil jub bhi tumhara darka hai awaz yahan tak aee hai
jab jab dil se tum aawaz lagaoge hume nazaron ke samne paoge khuda na kare kabhi deri ho jaye hume aane mein tumhare samne kahin khwab samaj kar hume bhuul tuh nahi jaoge Sunny
Age: 124
7531 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
BHULAYA NA JAA SAKA
Palkon pe aanso'on ko sajaya na jaa saka us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood aankhon main aanso'on ko chupaya na jaa saka kuch log zindagi main aise bhi aaye hain jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka
woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar chehre ka rang us se chupaya na jaa saka tanhaiyon ki aag main hum jal gaye magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
Age: 124
7531 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tere chahat mein ho gaya hoon deewana sanam kasam se iss deewangi mein hi mar jaayenge hum . tu chand hoti hain tho ho jaate hain hum chakor tu zubby banti hain tho hum ban jaate hain victor tu ek kadam badati hain tho hum dus kadam tu dil kehti hain tho jaan de denge hum tera rog lag chuka hain ab koi ilaaj nahi hamara saat janmo tak ab intezaar karega ye deewana Na jane fir apni mulakat kab hogi jo adhuri rahi woh baat kab hogi Dil to lamha lamha unki yaad mei duba, ab shaam ke baad na jane raat kab hogi.